दिल दो नैनों में ... बुरा हुआ या भला हुआ
सु: दिल दो नैनों में खो गया बुरा हुआ या भला हुआ
मु: जो होना था सो हो गया बुरा हुआ या भला हुआ
सु: मैने दिल से कहा ये उल्फ़त है दुश्वार हैं उल्फ़त की राहें
मु: मैने दिल से कहा झूठा जग है झूठे जग की झूठी चाहें
दो: दिल फिर भी तुम्हारा हो गया बुरा हुआ या भला हुआ
दिल दो नैनों में …
सु: जग बना है जब से तुम ही कहो किसने दिल देकर सुख पाया
मु: जग बना है जबसे तुम ही कहो इस हुस्न ने किसे न ठुकराया
दो: दिल फिर भी तुम्हारा हो गया बुरा हुआ या भला हुआ
दिल दो नैनों में …
su: dil do nainoṅ meṅ kho gayā burā huā yā bhalā huā
mu: jo honā thā so ho gayā burā huā yā bhalā huā
su: maine dil se kahā ye ulfat hai duśhvār haiṅ ulfat kī rāheṅ
mu: maine dil se kahā jhūṭhā jag hai jhūṭhe jag kī jhūṭhī chāheṅ
do: dil phir bhī tumhārā ho gayā burā huā yā bhalā huā
dil do nainoṅ meṅ …
su: jag banā hai jab se tum hī kaho kisne dil dekar sukh pāyā
mu: jag banā hai jabse tum hī kaho is husn ne kise na ṭhukrāyā
do: dil phir bhī tumhārā ho gayā burā huā yā bhalā huā
dil do nainoṅ meṅ …