दिल धक धक करता है ... लाल चुन्दरिया वाली
दिल धक धक करता है तुझपे ही मरता है रे
सुन क्या क्या कहता है रे
ओ मेरे सोणा हाय रूप सलोना तेरा क्या कहना रे
लाल चुन्दरिया वाली पर दिल आया रे
दिल धक धक …
ओ जब चाँद सा रंग छत पे आए
तेरी याद मुझे तड़पा जाए
याद में रहना गुम तारे गिनते रहना तुम
ख्यालों के लड्डू खाते रहना तुम
मैने लड्डू बंटवाना band बजवाना
तैनूं प्यार सिखाना रे
लाल चुन्दरिया वाली …
करले करले प्यार करले ओ सलोनी प्यार करले रे
ला ला
क्या चीज़ है तू क्या लगती है
क्या अदा है ये क्या मस्ती है
मस्तियां लुटाऊंगी अदाएं दिखाऊंगी
पर मैं तेरी बातों में न आऊंगी
तैनूं अपना बनाना तैनूं डोली में बिठाना
तैनूं अंगना में लाना रे
लाल चुन्दरिया वाली …
dil dhak dhak kartā hai tujhpe hī martā hai re
sun kyā kyā kahtā hai re
o mere soṇā hāy rūp salonā terā kyā kahnā re
lāl chundriyā vālī par dil āyā re
dil dhak dhak …
o jab chāṇd sā raṅg chhat pe āe
terī yād mujhe taṛpā jāe
yād meṅ rahnā gum tāre ginte rahnā tum
khyāloṅ ke laḍḍū khāte rahnā tum
maine laḍḍū baṅṭvānā band bajvānā
tainūṅ pyār sikhānā re
lāl chundriyā vālī …
karle karle pyār karle o salonī pyār karle re
lā lā
kyā chīz hai tū kyā lagtī hai
kyā adā hai ye kyā mastī hai
mastiyāṅ luṭāūṅgī adāeṅ dikhāūṅgī
par maiṅ terī bātoṅ meṅ na āūṅgī
tainūṅ apnā banānā tainūṅ ḍolī meṅ biṭhānā
tainūṅ aṅgnā meṅ lānā re
lāl chundriyā vālī …