दिल दीवाना ढूँढता है ... कौन है वो कौन है
दिल दीवाना ढूँढता है इक हसीं लड़की
कौन है वो कौन है मैं जानता नहीं
हो दिल दीवाना …
पास आएगी एक दिन वो
प्यार लाएगी एक दिन वो
उसके माथे को चूम लूँगा
उसकी बाहों में झूम लूँगा
उसकी आँखों का मैं इक हसीं ख्वाब हूँ
उससे मिलने को मैं कितना बेताब हूँ
हो दिल दीवाना …
क्या बताऊँ वो है कैसा वो दीवाना खूब है
सारी दुनिया से जुदा वो मेरा महबूब है
छेड़ता ख्वाबों में आ के वो बड़ा है मनचला
मैं उसे हासिल करूँगी ये है मेरा फ़ैसला
कौन है वो कौन है मैं जानती नहीं
दिल दीवाना ढूँढता है इक हसीं लड़का
हसीना बता तेरा क्या नाम है
मेरे नाम से तुझको क्या काम है
ओ मग़रूर लड़की ज़रा धीरे चल
ऐ गुस्ताख तू अपना रस्ता बदल
यूँ आँखें ना दिखा तू
यूँ बातें ना बना तू
मानेगी तू ना ऐसे
देखे हैं तेरे जैसे तू नशे में चूर है
मुझको ऐसा लग रहा है तू बड़ी मजबूर है
कौन है तू मैं जानता नहीं
इक हसीं लड़की
इक हसीं लड़का
dil dīvānā ḍhūṇḍhtā hai ik hasīṅ laṛkī
kaun hai vo kaun hai maiṅ jāntā nahīṅ
ho dil dīvānā …
pās āegī ek din vo
pyār lāegī ek din vo
uske māthe ko chūm lūṇgā
uskī bāhoṅ meṅ jhūm lūṇgā
uskī āṇkhoṅ kā maiṅ ik hasīṅ khvāb hūṇ
usse milne ko maiṅ kitnā betāb hūṇ
ho dil dīvānā …
kyā batāūṇ vo hai kaisā vo dīvānā khūb hai
sārī duniyā se judā vo merā mahbūb hai
chheṛtā khvāboṅ meṅ ā ke vo baṛā hai manachlā
maiṅ use hāsil karūṇgī ye hai merā faislā
kaun hai vo kaun hai maiṅ jāntī nahīṅ
dil dīvānā ḍhūṇḍhtā hai ik hasīṅ laṛkā
hasīnā batā terā kyā nām hai
mere nām se tujhko kyā kām hai
o maġhrūr laṛkī zarā dhīre chal
ai gustākh tū apnā rastā badal
yūṇ āṇkheṅ nā dikhā tū
yūṇ bāteṅ nā banā tū
mānegī tū nā aise
dekhe haiṅ tere jaise tū naśhe meṅ chūr hai
mujhko aisā lag rahā hai tū baṛī majbūr hai
kaun hai tū maiṅ jāntā nahīṅ
ik hasīṅ laṛkī
ik hasīṅ laṛkā