Dil deevaanaa bin sajnaa ke maane naa

दिल दीवाना बिन सजना के माने ना
Year
Language

दिल दीवाना बिन सजना के माने ना
ये पगला है, समझाने से समझे ना
धकधक बोले, इतउत डोले दिन रैना
ये पगला है, समझाने से समझे ना

दुनिया माँगे अपनी मुरादें, मैं तो माँगू साजन
रहे सलामत मेरा सजना और सजना का आँगन
इस के सिवा दिल रब से कुछ भी चाहे ना

जी ये चाहे बना के आँचल तुमको लपेटूँ तन पे
कभी ये सोचूँ मैं उड़ जाऊँ तुमको लिये गगन पे
और भी कुछ हैं दिल के इरादे क्या कहना

dil dīvānā bin sajnā ke māne nā
ye paglā hai, samjhāne se samjhe nā
dhakadhak bole, itaut ḍole din rainā
ye paglā hai, samjhāne se samjhe nā

duniyā māṇge apnī murādeṅ, maiṅ to māṇgū sājan
rahe salāmat merā sajnā aur sajnā kā āṇgan
is ke sivā dil rab se kuchh bhī chāhe nā

jī ye chāhe banā ke āṇchal tumko lapeṭūṇ tan pe
kabhī ye sochūṇ maiṅ uṛ jāūṇ tumko liye gagan pe
aur bhī kuchh haiṅ dil ke irāde kyā kahnā