दिल दे दे दिल ले ले ... सारी उमर मैं रहूँ अठरा साल का
दिल दे दे दिल ले ले
दिल ले ले दिल दे दे
मुझे प्यार लगता है प्यारा
मैं हूँ अदाओं का मारा
किसी ने आँख चुराई
किसी ने दिल में उतारा
हसीन है समां मुहब्बतें जवां
करीब आ के कह रहीं मुझसे जवानियाँ
सारी उमर मैं रहूँ अठरा साल का
दिल दे दे …
यू मत मरीना म म म म रे
द्यू नती नतीना न न न न रे
जानम ये उम्र तो आती है एक बार
इसमें हैं शोखियाँ इसमें होता है प्यार
रोक लूँ वक़्त को ये उमर ना ढले
ज़िंदगी भर सनम सिलसिला ये चले
मिलती रहें हसीनों से हसीं निशानियाँ
सारी उमर मैं …
चंदा की चाँदनी रब की जादूगरी
होगी होगी कहीं सपनों की वो परी
क्या उसे है पता क्या उसे है खबर
ढूँढती है उसे हर जगह ये नज़र
कभी कहीं मिले वो तो बनें कहानियाँ
सारी उमर मैं …
dil de de dil le le
dil le le dil de de
mujhe pyār lagtā hai pyārā
maiṅ hūṇ adāoṅ kā mārā
kisī ne āṇkh churāī
kisī ne dil meṅ utārā
hasīn hai samāṅ muhabbteṅ javāṅ
karīb ā ke kah rahīṅ mujhse javāniyāṇ
sārī umar maiṅ rahūṇ aṭhrā sāl kā
dil de de …
yū mat marīnā ma ma ma ma re
dyū natī natīnā na na na na re
jānam ye umr to ātī hai ek bār
ismeṅ haiṅ śhokhiyāṇ ismeṅ hotā hai pyār
rok lūṇ vaqt ko ye umar nā ḍhale
ziṅdgī bhar sanam silsilā ye chale
miltī raheṅ hasīnoṅ se hasīṅ niśhāniyāṇ
sārī umar maiṅ …
chaṅdā kī chāṇdnī rab kī jādūgrī
hogī hogī kahīṅ sapnoṅ kī vo parī
kyā use hai patā kyā use hai khabar
ḍhūṇḍhtī hai use har jagah ye nazar
kabhī kahīṅ mile vo to baneṅ kahāniyāṇ
sārī umar maiṅ …