दिल चुराने लगी जब तुम्हारी नज़र ... मैने दिल तुझको दे दिया
दिल चुराने लगी जब तुम्हारी नज़र
जान जाने लगी हम हुए बेखबर
आहें भरने लगा जब ये दिल साथिया
कुछ कहो तो सनम क्या किया क्या किया
मैने दिल तुझको दे दिया
दिल चुराने लगी …
वो इशारा तेरा कितना मासूम था
जाएगा अब ये दिल मुझको मालूम था
इस उमर ने हमें यूँ किया बेकरार
दिल को रोका मगर ना रुका हमसे यार
तुमने मिलके सनम ऐसा जादू किया
जब ये जादू चला तो सनम क्या किया
हाँ मैने दिल तुझको दे दिया
दिल चुराने लगी …
हम जो कहते नहीं तुम वो समझा करो
और खो जाएँ हम प्यार इतना करो
तुम बढ़ाओ ज़रा प्यार से ये कदम
तुमसे कैसे कहें कितना चाहेंगे हम
इस मोहब्बत ने दोनों को तड़पा दिया
और तड़प के सनम क्या किया क्या किया
मैने दिल तुझको दे दिया
दिल चुराने लगी …
dil churāne lagī jab tumhārī nazar
jān jāne lagī ham hue bekhabar
āheṅ bharne lagā jab ye dil sāthiyā
kuchh kaho to sanam kyā kiyā kyā kiyā
maine dil tujhko de diyā
dil churāne lagī …
vo iśhārā terā kitnā māsūm thā
jāegā ab ye dil mujhko mālūm thā
is umar ne hameṅ yūṇ kiyā bekrār
dil ko rokā magar nā rukā hamse yār
tumne milke sanam aisā jādū kiyā
jab ye jādū chalā to sanam kyā kiyā
hāṇ maine dil tujhko de diyā
dil churāne lagī …
ham jo kahte nahīṅ tum vo samjhā karo
aur kho jāeṇ ham pyār itnā karo
tum baṛhāo zarā pyār se ye kadam
tumse kaise kaheṅ kitnā chāheṅge ham
is mohabbat ne donoṅ ko taṛpā diyā
aur taṛap ke sanam kyā kiyā kyā kiyā
maine dil tujhko de diyā
dil churāne lagī …