दिल अपना और प्रीत पराई
किस ने है ये रीत बनाई
आँधी में एक दीप जलाया
और पानी में आग लगाई
है दर्द ऐसा के सहना है मुश्किल
दुनियावालों से कहना है मुश्किल
घिर के आया है तूफ़ान ऐसा
बच के साहिल पे रहना है मुश्किल
दिल को संभाला न दामन बचाया
फ़ैली जब आग तब होश आया
गम के मारे पुकारे किसे हम
हम से बिछड़ा हमारा ही साया
dil apnā aur prīt parāī
kis ne hai ye rīt banāī
āṇdhī meṅ ek dīp jalāyā
aur pānī meṅ āg lagāī
hai dard aisā ke sahnā hai muśhkil
duniyāvāloṅ se kahnā hai muśhkil
ghir ke āyā hai tūfān aisā
bach ke sāhil pe rahnā hai muśhkil
dil ko saṅbhālā na dāman bachāyā
failī jab āg tab hośh āyā
gam ke māre pukāre kise ham
ham se bichhaṛā hamārā hī sāyā