Dil aisaa kisee ne meraa toraa

दिल ऐसा किसी ने मेरा तोड़ा
Work
Year
Language

(दिल ऐसा किसीने मेरा तोड़ा
बर्बादी की तरफ़ ऐसा मोड़ा) -2
एक भले मानुश को
अमानुश बनाके छोड़ा
दिल ऐसा किसीने मेरा तोड़ा
बर्बादी की तरफ़ ऐसा मोड़ा

(साग़र कितना मेरे पास है
मेरे जीवन में फिर भी प्यास है) -2
है प्यास बड़ी जीवन थोड़ा
अमानुश बनाके छोड़ा…

(कहते हैं ये दुनिया के रास्ते
कोई मंज़िल नहीं तेरे वास्ते) -2
नाकामियों से नाता मेरा जोड़ा
अमानुश बनाके छोड़ा…

डूबा सूरज फिर से निकले
रहता नहीं है अंधेरा
मेरा सूरज ऐसा रूठा
देखा न मैंने सवेरा
उजालों ने साथ मेरा छोड़ा
अमानुश बनाके छोड़ा

दिल ऐसा किसीने मेरा तोड़ा…

(dil aisā kisīne merā toṛā
barbādī kī taraf aisā moṛā) -2
ek bhale mānuśh ko
amānuśh banāke chhoṛā
dil aisā kisīne merā toṛā
barbādī kī taraf aisā moṛā

(sāġhar kitnā mere pās hai
mere jīvan meṅ phir bhī pyās hai) -2
hai pyās baṛī jīvan thoṛā
amānuśh banāke chhoṛā…

(kahte haiṅ ye duniyā ke rāste
koī maṅzil nahīṅ tere vāste) -2
nākāmiyoṅ se nātā merā joṛā
amānuśh banāke chhoṛā…

ḍūbā sūraj phir se nikle
rahtā nahīṅ hai aṅdherā
merā sūraj aisā rūṭhā
dekhā na maiṅne saverā
ujāloṅ ne sāth merā chhoṛā
amānuśh banāke chhoṛā

dil aisā kisīne merā toṛā…