u: mujhe nīṅd na āe, mujhe chain na āe
koī jāe zarā ḍhūṇḍh ke lāe
na jāne kahāṇ dil kho gayā
na jāne kahāṇ dil kho gayā
a: mujhe nīṅd na āe, mujhe chain na āe
koī jāe zarā ḍhūṇḍh ke lāe
na jāne kahāṇ dil kho gayā
na jāne kahāṇ dil kho gayā
a: hālat kyā hai kaise tujhe batāūṇ maiṅ
karavaṭ badal-badal ke rāt bitāūṇ maiṅ
u: (pūchho zarā pūchho kyā hāl hai
hāl merā behāl hai) - 2
koī samajh na pāe kyā rog satāe
koī jāe zarā ḍhūṇḍh ke lāe
na jāne kahāṇ …
u: jān se bhī pyārā mujhko merā dil hai
uske binā ek pal bhī jīnā muśhkil hai
a: (taubā merī taubā kyā dard hai
dard baṛā be-dard hai) - 2
kabhī mujhko hṇsāe, kabhī mujhko rulāe
koī jāe zarā ḍhūṇḍh ke lāe
na jāne kahāṇ …