Dikree amaaree gujraat nee ... donon agar mil jaaen

दिकरी अमारी गुजरात नी ... दोनों अगर मिल जाएँ
Year
Language

डिकरी अमारी गुजरात नी छे साड्डा मुंडा पंजाबी
दोनों अगर मिल जाएँ तो क्‌या इसमें है खराबी
दोनों अगर …

बल्ले बल्ले शावा शावा बल्ले बल्ले शावा हे
धिन ताना धिन ता अपने सजन तुम्हें हम का
हम जट्ट यमले पंजाब दे ना इश्क़ में होंगे fail
हम डिकरी गुजरात नी चल रमिये प्रेम नो खेल
हाँ रब ने कराया है यारा तेरे मेरे दिल का ये मेल हाँ
दोनों अगर …

कहीं भूल न जाना तू मुझे संग ले के फेरे सात
चौबारे से तुम देखना ले आऊँगा बारात
आ सोचे कोई कुछ भी सोचे
हाथों में ले ले तू हाथ हाँ
डिकरी अमारी …

ḍikrī amārī gujrāt nī chhe sāḍḍā muṅḍā paṅjābī
donoṅ agar mil jāeṇ to k‌yā ismeṅ hai kharābī
donoṅ agar …

balle balle śhāvā śhāvā balle balle śhāvā he
dhin tānā dhin tā apne sajan tumheṅ ham kā
ham jaṭṭ yamle paṅjāb de nā iśhq meṅ hoṅge fail
ham ḍikrī gujrāt nī chal ramiye prem no khel
hāṇ rab ne karāyā hai yārā tere mere dil kā ye mel hāṇ
donoṅ agar …

kahīṅ bhūl na jānā tū mujhe saṅg le ke phere sāt
chaubāre se tum dekhnā le āūṇgā bārāt
ā soche koī kuchh bhī soche
hāthoṅ meṅ le le tū hāth hāṇ
ḍikrī amārī …