Dig dig ... haseenon kee savaaree hai ... rikshaa hamaaree

दिग दिग ... हसीनों की सवारी है ... रिकशा हमारी
Year
Language

र: दिग दिग दिग दिग दिग दिग हे
दिग दिग दिग दिग
हसीनों की सवारी है हसीनों की सवारी
बड़ी तक़दीर वाली रिकशा हमारी है ये रिकशा हमारी है
हसीनों की सवारी है …

आ: ओय रुक के ओय थम के ओय रुक के ओय तू चल रिकशा वाले
कि उड़-उड़ जाएं मेरे गेसू काले-काले
र: सुरतिया तो है ही अदा भी प्यारी-प्यारी है अदा भी प्यारी-प्यारी
हसीनों की सवारी है …

( ओ बैठी रह तू बैठी रह ) -2 न हिल-डुल लैला
कमाना है किराया तुझसे पहला-पहला किराया पहला-पहला
जान-ए-मन सुन ले ये रिकशा तुम्हारी है
हसीनों की सवारी है …

आ: ( ओय मुड़ जा ओय मुड़ जा ) -2 न ज़िद कर रांझा
किराया दूँगी आधा कि तेरा मेरा साँझा -2
र: ओय जाण देओ हीर जी ये जान भी तुम्हारी है ये जान भी तुम्हारी
हसीनों की सवारी है …

ra: dig dig dig dig dig dig he
dig dig dig dig
hasīnoṅ kī savārī hai hasīnoṅ kī savārī
baṛī taqdīr vālī rikśhā hamārī hai ye rikśhā hamārī hai
hasīnoṅ kī savārī hai …

ā: oy ruk ke oy tham ke oy ruk ke oy tū chal rikśhā vāle
ki uṛ-uṛ jāeṅ mere gesū kāle-kāle
ra: surtiyā to hai hī adā bhī pyārī-pyārī hai adā bhī pyārī-pyārī
hasīnoṅ kī savārī hai …

( o baiṭhī rah tū baiṭhī rah ) -2 na hil-ḍul lailā
kamānā hai kirāyā tujhse pahlā-pahlā kirāyā pahlā-pahlā
jān-e-man sun le ye rikśhā tumhārī hai
hasīnoṅ kī savārī hai …

ā: ( oy muṛ jā oy muṛ jā ) -2 na zid kar rāṅjhā
kirāyā dūṇgī ādhā ki terā merā sāṇjhā -2
ra: oy jāṇ deo hīr jī ye jān bhī tumhārī hai ye jān bhī tumhārī
hasīnoṅ kī savārī hai …