धूप में निकला न करो रूप की रानी
कि: धूप में निकला न करो रूप की रानी
गोरा रंग काला ना पड़ जाए -2
मस्त मस्त आँखों से छलकाओ न मदिरा
मधुशाला में ताला न पड़ जाए
धूप में निकला न …
तुम जो थक गई हो तो बाँहों में उठा लें -2
हुक़्म दो हमें तो अभी पालकी ला दें
पंथ है पथरीला पैदल न चलो तुम -2
कहीं पाँव में छाला न पड़ जाए
धूप में निकला न …
आ: धूप हो या छाँव सजन मैं तो आऊँगी -2
तुमसे मिलने आग पे भी चल के आऊँगी
एक पल भी तन्हा तुम्हें छोड़ूँ तो कैसे -2
किसी सौतन से पाला न पड़ जाए
कि: धूप में निकला न …
ki: dhūp meṅ niklā na karo rūp kī rānī
gorā raṅg kālā nā paṛ jāe -2
mast mast āṇkhoṅ se chhalkāo na madirā
madhuśhālā meṅ tālā na paṛ jāe
dhūp meṅ niklā na …
tum jo thak gaī ho to bāṇhoṅ meṅ uṭhā leṅ -2
huqm do hameṅ to abhī pālkī lā deṅ
paṅth hai pathrīlā paidal na chalo tum -2
kahīṅ pāṇv meṅ chhālā na paṛ jāe
dhūp meṅ niklā na …
ā: dhūp ho yā chhāṇv sajan maiṅ to āūṇgī -2
tumse milne āg pe bhī chal ke āūṇgī
ek pal bhī tanhā tumheṅ chhoṛūṇ to kaise -2
kisī sautan se pālā na paṛ jāe
ki: dhūp meṅ niklā na …