धूँढो ढूँढो रे साजना ढूँढो रे साजना
ढूंढो ढूंढो रे साजना ढूंढो रे साजना
मोरे कान का बाला, हो
ढूंढो ढूंढो रे साजना ढूंढो रे साजना
मोरे कान का बाला
मोरा बाला चन्दा का जैसे हाला रे - 2
जामें लाले लाले हाँ,
जामें लाले लाले मोतियन की लटके माला, हो ढूंढो …
मैं सोई थी, अपनी अटरवा
ठगवा ने डाका डाला
लुट गई निन्दिया, गिर गई बिंदिया
कानों से खुल गया बाला, बलम
मोरा बाला चन्दा …
बाला मोरा बालेपन का
हो गई रे जा की चोरी
ओ छैला तोरा मनवा मैला
लागी नजरिया तोरी, बलम
मोरा बाला चन्दा …
बाला मोरा सेजिया पे गिर गया
ढूंढे रे मोरे नैना
ना जानूँ पिया
तूने चुराय लिया
दइय्या रे कल की रैना, बलम
मोरा बाला चन्दा …
ḍhūṅḍho ḍhūṅḍho re sājnā ḍhūṅḍho re sājnā
more kān kā bālā, ho
ḍhūṅḍho ḍhūṅḍho re sājnā ḍhūṅḍho re sājnā
more kān kā bālā
morā bālā chandā kā jaise hālā re - 2
jāmeṅ lāle lāle hāṇ,
jāmeṅ lāle lāle motiyan kī laṭke mālā, ho ḍhūṅḍho …
maiṅ soī thī, apnī aṭarvā
ṭhagvā ne ḍākā ḍālā
luṭ gaī nindiyā, gir gaī biṅdiyā
kānoṅ se khul gayā bālā, balam
morā bālā chandā …
bālā morā bālepan kā
ho gaī re jā kī chorī
o chhailā torā manvā mailā
lāgī najriyā torī, balam
morā bālā chandā …
bālā morā sejiyā pe gir gayā
ḍhūṅḍhe re more nainā
nā jānūṇ piyā
tūne churāy liyā
daiyyā re kal kī rainā, balam
morā bālā chandā …