अब तक चुप बैठे अब तो कुछ है बोलना
कुछ तुम बोलो कुछ हुम बोलें, ओ ढोलना
मर जाना था ये भेद नहीं था खोलना
ओ ढोलना
दो चार कदम पे तुम थे
दो चार कदम पे हम थे
दो चार कदम ये लेकिन
सौ मीलों से क्या कम थे
फिर उसपे कदम कदम पे, दिल का डोलना
हाय डोलना
ओ ढोलना …
लो जीत गये तुम हमसे
हुम हार गये इस दिल से
आया है आज लबों पे
ये प्यार बड़ी मुशकिल से
इस प्यार में हमको पागल न कर छोड़ना
न छोड़ना
ओ ढोलना …
ab tak chup baiṭhe ab to kuchh hai bolnā
kuchh tum bolo kuchh hum boleṅ, o ḍholnā
mar jānā thā ye bhed nahīṅ thā kholnā
o ḍholnā
do chār kadam pe tum the
do chār kadam pe ham the
do chār kadam ye lekin
sau mīloṅ se kyā kam the
phir uspe kadam kadam pe, dil kā ḍolnā
hāy ḍolnā
o ḍholnā …
lo jīt gaye tum hamse
hum hār gaye is dil se
āyā hai āj laboṅ pe
ye pyār baṛī muśhkil se
is pyār meṅ hamko pāgal na kar chhoṛnā
na chhoṛnā
o ḍholnā …