ḍholak (1951): ḻt, ṛafi: ṣhaymsunder: āziz khaśhmiri
ra: ik pal ruk jānā sarkār
na māro do nainoṅ ke vār
ki ik pal ruk jānā sarkār
la: ik pal haṭ jānā sarkār
jhūṭhe tum ho tumhārā pyār
ki ik pal haṭ jānā sarkār
ra: kit chale hameṅ taṛāpā ke ik raṅg nayā dikhlā ke
ki ik pal ruk jānā sarkār
na māro do nainoṅ kī mār
ki ik pal ruk jānā
la: ik pal haṭ jānā sarkār
jhūṭhe tum ho tumhārā pyār
ki ik pal haṭ jānā sarkār
o
ab aur sahārā ḍhūṇḍhe chal kar nayā diyārā ḍhūṇḍhe
ki ab to ho gaye haiṅ bekār māṇge chal kar kahīṅ udhār
ik pal haṭ jānā sarkār
jhūṭhe tum ho tumhārā pyār
ki ik pal haṭ jānā
ra: ik pal ruk jānā sarkār
na māro do nainoṅ ke vār
ki ik pal ruk jānā
ye dil phaṭanae kī bāte ham se dūr haṭne kī bāteṅ
ki ik pal ruk jānā sarkār
na māro do nainoṅ kī mār
ki ik pal ruk jānā
la: ik pal haṭ jānā sarkār
jhūṭhe tum ho tumhārā pyār
ki ik pal haṭ jānā
o'
dil phaṭ gayā hai to sī lo chāhe mar jāo yā jī lo
ki ik pal haṭ jānā sarkār
jhūṭhe tum ho tumhārā pyār
ki ik pal haṭ jānā
ra: ki ik pal ruk jānā sarkār
na māro do nainoṅ kī mār
ki ik pal ruk jānā