धोला ढोला ... तुझे देखा तो दिल मेरा डोल गया
ढोला ढोला ढोला ढोला ढोला ढोला
हाय तुझे देखा तो दिल मेरा डोल गया ओय
दिल गुटरगूं गुटरगूं बोल गया ओय
तेरी अक्ख दा इशारा मुझे लगता है प्यारा
यूं करती है चोरी चोरी बतियां
सजन तेरी चोर अखियां चोर अखियां
दिल कड्डेया पता भी न लगेया
सजन तेरी चोर अखियां
ढोला ढोला …
यारी यारी यारी हड़िप्पा
तू ले चल नाल अपने ओ हो
कहीं रह जाऊं ना मैं कंवारी
तू ले चल नाल अपने
डोला डोला डोला डोला डोला डोला
मेरा रंग है सोणा सोणा मेरा रूप बड़ा मस्ताना
मेरी एक झलक जो देखे वो बन जाए दीवाना
तुझे मैं जवानी दे दूं सारी ज़िंदगानी दे दूं
दिल में है क्या कुछ बोल ना
रातों को जगाए मुझे चूड़ियां बुलाएं तुझे
डोली ले के आजा मेरे ढोलना
नस नस में ज़हर कोई घोल गया ओय ओय हाय
दिल गुटरगूं गुटरगूं बोल गया आहा आहा
तेरी अक्ख दा इशारा …
वे जिंद माही बाहों में तू उठा ले
देखते रह जाएं दुनिया वाले
लगा के होंठों से ओय
लगा के होंठों से तू पिला दे सोणेया
मुझको इश्क़ दे प्याले ओ
ओ बल्ले ओ बल्ले
सोणेया मार गया तेरा ठुमका
वे मखणा मार गया तेरा ठुमका
ठुमका ठुमका ठुमका
मेरा तिल्लेदार दुपट्टा सीने से मेरे जब ढलके
कोई ज़ोर चले ना उनका आशिक़ रह जाएं मचलके
छोड़ दे चला ना मुझे ऐसे तड़पा ना मुझे
चलूं न मैं तेरे नाल सोणेया
सपनों की रानी हूं मैं
प्यार की कहानी हूं मैं
क्यूं न जाने मेरे मनमोहणेया
मेरा पागल दिल बेमोल गया आय आय ओय
दिल गुटरगूं गुटरगूं बोल गया
आय हाय हाय तेरा पागल दिल बेमोल गया
दिल गुटरगूं गुटरगूं बोल गया
तेरी अक्ख दा इशारा …
ḍholā ḍholā ḍholā ḍholā ḍholā ḍholā
hāy tujhe dekhā to dil merā ḍol gayā oy
dil guṭargūṅ guṭargūṅ bol gayā oy
terī akkha dā iśhārā mujhe lagtā hai pyārā
yūṅ kartī hai chorī chorī batiyāṅ
sajan terī chor akhiyāṅ chor akhiyāṅ
dil kaḍḍeyā patā bhī na lageyā
sajan terī chor akhiyāṅ
ḍholā ḍholā …
yārī yārī yārī haṛippā
tū le chal nāl apne o ho
kahīṅ rah jāūṅ nā maiṅ kaṅvārī
tū le chal nāl apne
ḍolā ḍolā ḍolā ḍolā ḍolā ḍolā
merā raṅg hai soṇā soṇā merā rūp baṛā mastānā
merī ek jhalak jo dekhe vo ban jāe dīvānā
tujhe maiṅ javānī de dūṅ sārī ziṅdgānī de dūṅ
dil meṅ hai kyā kuchh bol nā
rātoṅ ko jagāe mujhe chūṛiyāṅ bulāeṅ tujhe
ḍolī le ke ājā mere ḍholnā
nas nas meṅ zahar koī ghol gayā oy oy hāy
dil guṭargūṅ guṭargūṅ bol gayā āhā āhā
terī akkha dā iśhārā …
ve jiṅd māhī bāhoṅ meṅ tū uṭhā le
dekhte rah jāeṅ duniyā vāle
lagā ke hoṅṭhoṅ se oy
lagā ke hoṅṭhoṅ se tū pilā de soṇeyā
mujhko iśhq de pyāle o
o balle o balle
soṇeyā mār gayā terā ṭhumkā
ve makhṇā mār gayā terā ṭhumkā
ṭhumkā ṭhumkā ṭhumkā
merā tilledār dupaṭṭā sīne se mere jab ḍhalke
koī zor chale nā unkā āśhiq rah jāeṅ machalke
chhoṛ de chalā nā mujhe aise taṛpā nā mujhe
chalūṅ na maiṅ tere nāl soṇeyā
sapnoṅ kī rānī hūṅ maiṅ
pyār kī kahānī hūṅ maiṅ
kyūṅ na jāne mere manmohṇeyā
merā pāgal dil bemol gayā āy āy oy
dil guṭargūṅ guṭargūṅ bol gayā
āy hāy hāy terā pāgal dil bemol gayā
dil guṭargūṅ guṭargūṅ bol gayā
terī akkha dā iśhārā …