धिन ताणा ... तेरी चुनरी बन्नो लाखों की
हे हे हे हे
धिन ताणा धिन ताणा धिन धिन
तेरे बिन ना लगेगा दिल तेरे बिन
तेरी चुनरी बन्नो लाखों की
तेरी बिंदिया बन्नो लाखों की
तेरी चूड़ी बन्नो लाखों की
तेरी पायल बन्नो लाखों की
पर तेरा दिल मेरी बन्नो है अनमोल अनमोल
धिन ताणा …
तेरा जो मुखड़ा है ये चाँद का टुकडा है ये
भूले से भूले से भूला जाए ना
जाए ना
ये सिंगार ये निखार ये मिलन का खुमार
कहने से कहने से कहा जाए ना
धिन ताणा …
तेरा टीका बन्नो लाखों का
तेरा छल्ला बन्नो लाखों का
तेरा कंगना बन्नो लाखों का
तेरा जोड़ा बन्नो लाखों का
पर तेरा दिल मेरी बन्नो है अनमोल अनमोल
हे धिन ताणा …
आज दिन है बिदाई का आज दिन होय
छोड़ के सखियों को तू अपनी गलियों को तू
चली रे चली रे पिया संग चली रे
रब से है ये दुआ खुश रहे तू सदा
हो गई हो गई तू पराई रे
धिन ताणा …
तेरी नथनी बन्नो लाखों की
तेरी मेहंदी बन्नो लाखों की
तेरी लाली बन्नो लाखों की
तेरी बाली बन्नो लाखों की
पर तेरा दिल मेरी बन्नो है अनमोल अनमोल
हे धिन ताणा …
he he he he
dhin tāṇā dhin tāṇā dhin dhin
tere bin nā lagegā dil tere bin
terī chunrī banno lākhoṅ kī
terī biṅdiyā banno lākhoṅ kī
terī chūṛī banno lākhoṅ kī
terī pāyal banno lākhoṅ kī
par terā dil merī banno hai anmol anmol
dhin tāṇā …
terā jo mukhaṛā hai ye chāṇd kā ṭukḍā hai ye
bhūle se bhūle se bhūlā jāe nā
jāe nā
ye siṅgār ye nikhār ye milan kā khumār
kahne se kahne se kahā jāe nā
dhin tāṇā …
terā ṭīkā banno lākhoṅ kā
terā chhallā banno lākhoṅ kā
terā kaṅgnā banno lākhoṅ kā
terā joṛā banno lākhoṅ kā
par terā dil merī banno hai anmol anmol
he dhin tāṇā …
āj din hai bidāī kā āj din hoy
chhoṛ ke sakhiyoṅ ko tū apnī galiyoṅ ko tū
chalī re chalī re piyā saṅg chalī re
rab se hai ye duā khuśh rahe tū sadā
ho gaī ho gaī tū parāī re
dhin tāṇā …
terī nathnī banno lākhoṅ kī
terī mehaṅdī banno lākhoṅ kī
terī lālī banno lākhoṅ kī
terī bālī banno lākhoṅ kī
par terā dil merī banno hai anmol anmol
he dhin tāṇā …