धिक् तना धिक् तना धिक् तना
धिक् तना तिक् तना धिक् तना
धिक्, धिक् तना तिक् तना धिक् तना
भाभी तुम खुशियों का खज़ाना
धिक् तना तिक् तना धिक् तना
पहली किरण जब से उगे
भाभी मेरी तब से जगे
सबका पूरा ध्यान धरे वो
शाम ढले तक काम करे
कल तक रहा इस चाँव से
मेरा बचपन अनजाना
धिक् तना …
होगी मेरी शादी कभी
कहते हैं ये मुझसे सभी
ख़ुद अपनी देवरानी चुनना
बात किसी की मत सुनना
तुम ढूँढ के रंग रूप में
अपनी परछाई लाना
धिक् तना …
कब तक रहूँ सबसे छोटा
आये कोई मुझसे छोटा
हँसता बोलता कोई खिलौना
अब इन बाहों को दो न
तुमसे माँगे घर का आँगन
प्यारा प्यारा नज़राना
धिक् तना …
dhik tanā tik tanā dhik tanā
dhik, dhik tanā tik tanā dhik tanā
bhābhī tum khuśhiyoṅ kā khazānā
dhik tanā tik tanā dhik tanā
pahlī kiraṇ jab se uge
bhābhī merī tab se jage
sabkā pūrā dhyān dhare vo
śhām ḍhale tak kām kare
kal tak rahā is chāṇv se
merā bachapan anjānā
dhik tanā …
hogī merī śhādī kabhī
kahte haiṅ ye mujhse sabhī
khud apnī devrānī chunnā
bāt kisī kī mat sunnā
tum ḍhūṇḍh ke raṅg rūp meṅ
apnī parchhāī lānā
dhik tanā …
kab tak rahūṇ sabse chhoṭā
āye koī mujhse chhoṭā
hṇstā boltā koī khilaunā
ab in bāhoṅ ko do na
tumse māṇge ghar kā āṇgan
pyārā pyārā nazrānā
dhik tanā …