Dheere dheere subah huee jaag uthee zindgee

धीरे धीरे सुबह हुई जाग उठी ज़िंदगी
Work
Year
Language

धीरे धीरे सुबह हुई जाग उठी ज़िंदगी
पंछी चले अम्बर को अम्बर को अम्बर को
माझी चले सागर को सागर को सागर को
प्यार का नाम जीवन है
मंज़िल है प्रीतम की गली

डूब के सूरज फिर निकला
सारे जहाँ को नूर मिला
दिल के द्वारे तुमको पुकारे
एक नई ज़िंदगी, प्यार का …

किरणों से दामन भर लो
प्रीत से तुम तन मन भर लो
जिसमें जितनी प्यास जगी
उतनी ही प्रीत मिली, प्यार का …

dhīre dhīre subah huī jāg uṭhī ziṅdgī
paṅchhī chale ambar ko ambar ko ambar ko
mājhī chale sāgar ko sāgar ko sāgar ko
pyār kā nām jīvan hai
maṅzil hai prītam kī galī

ḍūb ke sūraj phir niklā
sāre jahāṇ ko nūr milā
dil ke dvāre tumko pukāre
ek naī ziṅdgī, pyār kā …

kirṇoṅ se dāman bhar lo
prīt se tum tan man bhar lo
jismeṅ jitnī pyās jagī
utnī hī prīt milī, pyār kā …