धीरे धीरे प्यार को बढ़ाना है, हद से गुज़र जाना है
धीरे धीरे प्यार को बढ़ाना है
हद से गुज़र जाना है
मुझे बस तुझसे दिल लगाना है
हद से गुज़र जाना है
ऐसी ज़िन्दगी होगी, हर तरफ़ खुशी होगी
इतन प्यार दूंगा तुझे, ऐ मेरे सनम
अब न कोई ग़म होगा, न ये प्यार कम होगा
साथी मेरे मुझको तेरे सर की है क़सम
इक दूसरे को आज़माना है
हद से …
मैं अकेला क्या करता, ऐसे ही आँहे भरता
तेरे प्यार के लिये, तड़पता उम्र भर
जाने क्या मैं कर जाती, यूँ तड़प के मर जाती
बिन तेरे भला कैसे, कटता ये सफ़र
तेरे लिये मर के भी दिखाना है
हद से …
तेरा चाँद सा मुखड़ा, तू जिगर का है टुकड़ा
तू हमारे सपनों की झील का कंवल
जान से तू है प्यारा, आंखो का तू है तारा
बिन तेरे जियेंगे अब हम न एक पल
सब कुछ तुझपे ही लुटाना है
हद से …
धीरे …
dhīre dhīre pyār ko baṛhānā hai
had se guzar jānā hai
mujhe bas tujhse dil lagānā hai
had se guzar jānā hai
aisī zindgī hogī, har taraf khuśhī hogī
itan pyār dūṅgā tujhe, ai mere sanam
ab na koī ġham hogā, na ye pyār kam hogā
sāthī mere mujhko tere sar kī hai qasam
ik dūsre ko āzmānā hai
had se …
maiṅ akelā kyā kartā, aise hī āṇhe bhartā
tere pyār ke liye, taṛaptā umr bhar
jāne kyā maiṅ kar jātī, yūṇ taṛap ke mar jātī
bin tere bhalā kaise, kaṭtā ye safar
tere liye mar ke bhī dikhānā hai
had se …
terā chāṇd sā mukhaṛā, tū jigar kā hai ṭukaṛā
tū hamāre sapnoṅ kī jhīl kā kaṅval
jān se tū hai pyārā, āṅkho kā tū hai tārā
bin tere jiyeṅge ab ham na ek pal
sab kuchh tujhpe hī luṭānā hai
had se …
dhīre …