धीरे धीरे मचल ऐ दिल-ए-बेक़रार्
धीरे धीरे मचल ऐ दिल-ए-बेक़रार
कोई आता है
यूँ तड़पके न तड़पा मुझे बालमा
कोई आता है
धीरे धीरे …
उसके दामन की ख़ुशबू हवाओं में है
उसके कदमों की आहट फ़ज़ाओं में है
मुझको करने दे, करने दे सोलह श्रिंगार
कोई आता है
धीरे धीरे मचल्…
रूठकर पहले जी भर सताऊँगी मैं
जब मनाएंगे वो, मान जाऊँगी हैं
मुझको करने दे, करने दे सोलह श्रिन्गार
कोई आता है
धीरे धीरे मचल्…
मुझको छुने लगिं उसकी पर्छाइयाँ
दिलके नज़्दीक बजती हैं शहनाइयाँ
मेरे सपनों के आँगन में गाता है प्यार
कोई आता है
धीरे धीरे मचल्…
dhīre dhīre machal ai dil-e-beqrār
koī ātā hai
yūṇ taṛapke na taṛpā mujhe bālmā
koī ātā hai
dhīre dhīre …
uske dāman kī khuśhbū havāoṅ meṅ hai
uske kadmoṅ kī āhaṭ fazāoṅ meṅ hai
mujhko karne de, karne de solah śhriṅgār
koī ātā hai
dhīre dhīre machal…
rūṭhkar pahle jī bhar satāūṇgī maiṅ
jab manāeṅge vo, mān jāūṇgī haiṅ
mujhko karne de, karne de solah śhringār
koī ātā hai
dhīre dhīre machal…
mujhko chhune lagiṅ uskī parchhāiyāṇ
dilke nazdīk bajtī haiṅ śhahnāiyāṇ
mere sapnoṅ ke āṇgan meṅ gātā hai pyār
koī ātā hai
dhīre dhīre machal…