Dheere dheere haule haule ... charh gayaa pyaar kaa bukhaar

धीरे धीरे हौले हौले ... चढ़ गया प्यार का बुखार्
Year
Language

धीरे धीरे हौले हौले दिल की धड़कन मुझसे बोले रे
हो गया मुझे प्यार का बुखार
o my sweety. western beauty
नब्ज़ दिखा ले check करवा ले मैं भी हूँ बीमार
चढ़ गया प्यार का बुखार

जादू कर गया एक लड़का जोर से मेरा दिल धड़का
बदन मेरा कुछ गर्म हुआ मैं sick हूँ तन गर्म हुआ
thermometer से जब देखा degree एक सौ चार
चढ़ गया प्यार का …

ये कैसी बीमारी है जलती body
सारी सारी रात को नींद नहीं आती
सर कुछ भारी भारी है
प्यार का दो injection मुझको हो जाए बेड़ा प्यार
चढ़ गया प्यार का …

fever बढ़ता जाता है दिल मेरा घबराता है
दूर तेरे ग़म कर दूंगा fever भी कम कर दूंगा
आ लग जा इक बार गले से ओ मेरे दिलदार
चढ़ गया प्यार का …

dhīre dhīre haule haule dil kī dhaṛkan mujhse bole re
ho gayā mujhe pyār kā bukhār
o my sweety. western beauty
nabz dikhā le check karvā le maiṅ bhī hūṇ bīmār
chaṛh gayā pyār kā bukhār

jādū kar gayā ek laṛkā jor se merā dil dhaṛkā
badan merā kuchh garm huā maiṅ sick hūṇ tan garm huā
thermometer se jab dekhā degree ek sau chār
chaṛh gayā pyār kā …

ye kaisī bīmārī hai jaltī body
sārī sārī rāt ko nīṅd nahīṅ ātī
sar kuchh bhārī bhārī hai
pyār kā do injection mujhko ho jāe beṛā pyār
chaṛh gayā pyār kā …

fever baṛhtā jātā hai dil merā ghabrātā hai
dūr tere ġham kar dūṅgā fever bhī kam kar dūṅgā
ā lag jā ik bār gale se o mere dildār
chaṛh gayā pyār kā …