Dheere dheere dheere mujhko sanam mujhse churaa le

धीरे धीरे धीरे मुझको सनम मुझसे चुरा ले
Year
Language

धीरे धीरे धीरे मुझको सनम मुझसे चुरा ले
चोरी चोरी दिलजानी मुझे गरवा लगा ले
अब इक पल भी न दूरी सही जाए
तेरी यही बात मेरा जिया तड़पाए
धीरे धीरे धीरे …

खन खन खन खनके चूड़ी नैन लजाए
छन छन छन छनके पायल पास बुलाए
कसम तुझे देख न मुझे ऐसे प्यार से
जान-ए-अदा शर्म न कर अपने यार से
धीरे धीरे धीरे …

कुछ कुछ कुछ होने लगा दिल में हमारे
जवां जवां रुत छेड़े हमें कर के इशारे
आए न मुझे नींद ज़रा जागूं रात भर
तेरी मेरी जो न हुई अब वो बात कर
धीरे धीरे धीरे …

dhīre dhīre dhīre mujhko sanam mujhse churā le
chorī chorī diljānī mujhe garvā lagā le
ab ik pal bhī na dūrī sahī jāe
terī yahī bāt merā jiyā taṛpāe
dhīre dhīre dhīre …

khan khan khan khanke chūṛī nain lajāe
chhan chhan chhan chhanke pāyal pās bulāe
kasam tujhe dekh na mujhe aise pyār se
jān-e-adā śharm na kar apne yār se
dhīre dhīre dhīre …

kuchh kuchh kuchh hone lagā dil meṅ hamāre
javāṅ javāṅ rut chheṛe hameṅ kar ke iśhāre
āe na mujhe nīṅd zarā jāgūṅ rāt bhar
terī merī jo na huī ab vo bāt kar
dhīre dhīre dhīre …