धीमी धीमी खुशबू है तेरा बदन
धीमी धीमी भीनी भीनी खुशबू है तेरा बदन
सुलगे महके, पिघले दहके क्यों ना बहके मेरा मन
वो चली हवा के नशा घुला
है समा भी जैसे धुआँ धुआँ
तेरा रुप है के ये धूप है
खुले बाल है के हैं बदलियाँ
तू जो पास है, मुझे प्यास है
तेरे जिस्म का एहसास है
सांस भी जैसे रुक सी जाती है
तू जो पास आये तो आँच आती है
दिल की धडकन भी मेरे सीने में लडखडाती है
ये तेरा तन बदन कैसी है ये अगन
थंडक है जिस्म तू वो आग है
बलखाती है जो तू लहराती है जो तू
लगता है ये बदन एक राग है
dhīmī dhīmī bhīnī bhīnī khuśhbū hai terā badan
sulge mahke, pighle dahke kyoṅ nā bahke merā man
vo chalī havā ke naśhā ghulā
hai samā bhī jaise dhuāṇ dhuāṇ
terā rup hai ke ye dhūp hai
khule bāl hai ke haiṅ badliyāṇ
tū jo pās hai, mujhe pyās hai
tere jism kā ehsās hai
sāṅs bhī jaise ruk sī jātī hai
tū jo pās āye to āṇch ātī hai
dil kī dhaḍkan bhī mere sīne meṅ laḍakhḍātī hai
ye terā tan badan kaisī hai ye agan
thaṅḍak hai jism tū vo āg hai
balkhātī hai jo tū lahrātī hai jo tū
lagtā hai ye badan ek rāg hai