Dheelaa dhaalaa gaagraa ... meree javaanee kisko milegee

धीला ढाला गागरा ... मेरी जवानी किसको मिलेगी
Work
Year
Language

ढीला ढाला गागरा
ऊपे तंग तंग ई चोली
लेके आई अइसन जवानी
चल गई ना गोली हाय
अरे हमका भी देके जाओ कौन्हो निशानी
कहाँ लेके जाओगी ई नमकीन जवानी हैं

मेरी जवानी किसको मिलेगी
ठुमक ठुमक
इसको मिलेगी उसको मिलेगी
हे हे हे ठुमक ठुमक हे हे हे
ओ मेरी जवानी किसको मिलेगी
इसको मिलेगी उसको मिलेगी
लगा है दीवानों में सट्टा हे
हाय लाखों हुए हैं बेईमान
जो सरका है मेरा दुपट्टा
हे मेरी जवानी …

हे ठुमक ठुमक
तीर नज़र के चल रहे हैं
सारे निशाने मेरे बन रहे हैं हो हो
देखो तो देखो कैसे इक शमा पे सौ परवाने जल रहे हैं
गजब अंगूर है ये खट्टा हे
लाखों हुए हैं …

देखो तनिक पतली कमरिया का झटका
हम तो अटके साला पूरा U.P. Bihar भी अटका हाँ
हर ज़ुबां पे चर्चा है मेरा
ऐसी क़यामत है रूप मेरा
ठुमक ठुमक ठुमक ठुमक
जलवे अपने जो मैने दिखाए
हर शहर से आशिक़ चलके आए
चाहें दिल्ली हो या कलकत्ता हे
लाखों हुए हैं …

ḍhīlā ḍhālā gāgrā
ūpe taṅg taṅg ī cholī
leke āī aisan javānī
chal gaī nā golī hāy
are hamkā bhī deke jāo kaunho niśhānī
kahāṇ leke jāogī ī namkīn javānī haiṅ

merī javānī kisko milegī
ṭhumak ṭhumak
isko milegī usko milegī
he he he ṭhumak ṭhumak he he he
o merī javānī kisko milegī
isko milegī usko milegī
lagā hai dīvānoṅ meṅ saṭṭā he
hāy lākhoṅ hue haiṅ beīmān
jo sarkā hai merā dupaṭṭā
he merī javānī …

he ṭhumak ṭhumak
tīr nazar ke chal rahe haiṅ
sāre niśhāne mere ban rahe haiṅ ho ho
dekho to dekho kaise ik śhamā pe sau parvāne jal rahe haiṅ
gajab aṅgūr hai ye khaṭṭā he
lākhoṅ hue haiṅ …

dekho tanik patlī kamriyā kā jhaṭkā
ham to aṭke sālā pūrā U.P. Bihar bhī aṭkā hāṇ
har zubāṅ pe charchā hai merā
aisī qayāmat hai rūp merā
ṭhumak ṭhumak ṭhumak ṭhumak
jalve apne jo maine dikhāe
har śhahar se āśhiq chalke āe
chāheṅ dillī ho yā kalkattā he
lākhoṅ hue haiṅ …