ā: ( ye goṭedār lahṇgā
niklūṇ jab ḍāl ke ) -3
chhuriyāṇ chal jāyeṇ
( chhuriyāṇ chal jāyeṇ
merī matvālī chāl pe ) -2
ra: ( jalve phir dekh gorī
merī bhī chāl ke ) -2
chunrī bṇdh jāye
( chunrī bṇdh jāye terī
mere rūmāl se ) -2
ā: dir dā rā -4
ā: ( ek to bābū śhīśhe jaisī
chiknī merī javānī
dūje umar mastānī ) -2
ho mere badan par aise phisle
terī nazar dīvānī
jaise ḍhalaktā pānī pānī
( aṇkhiyāṇ milānā hamse
chhaliyā sambhāl ke ) -2
chhuriyāṇ chal jāyeṇ -2
merī matvālī chāl pe
ra: chunrī bṇdh jāye terī
mere rūmāl se
ra: he
( āj hamārī ek najar ne
kyā āfat kar ḍālī
dekh zarā matvālī ) -2
kahāṇ-kahāṇ se maskī terī
kurtī reśham vālī
jhalke badan kī lālī lālī
( tū bhī kamāl kī hai
ham bhī kamāl ke ) -2
chunrī bṇdh jāye -2
terī mere rūmāl se
ā: chhuriyāṇ chal jāyeṇ
merī matvālī chāl pe
ā: dir dā rā -4
ā: ( man ke chor nahīṅ chalne dūṇ
āj tumhārī chorī
maiṅ albelī chhorī ) -2
ra: maiṅ to uṛā lūṇ āṇkh se kājal
chāheṅ khulī ho gorī
donoṅ aṇkhiyāṇ torī
ā: jā-jā
( aisoṅ ko rakhtī hūṇ maiṅ
khīse meṅ ḍāl ke ) -2
chhuriyāṇ chal jāyeṇ -2
merī matvālī chāl pe
ra: chunrī bṇdh jāye
terī mere rūmāl se