धन्नो की आँख शराबी रे हमका लागे
धन्नो की आँख शराबी रे हमका लागे
धन्नो के गाल गुलाबी रे हमका लागे
हे प्यारी प्यारी न्यारी न्यारी भोली भाली मतवारी हमका लागे रे
छैला है छैल छबीला रे हमका लागे
लम्बू है रंग रंगीला रे हमका लागे
धीरे धीरे चोरी चोरी करने आया दिल की चोरी हमका लागे रे
रूप है तेरा सबसे हटके हर कोई देखे तुझे पलट के
तू है शोला तू है बिजली छूने वाला खाए झटके
लम्बे का दिल आशिक़ाना रे हमका लागे
है ये हसीनों का दीवाना रे हमका लागे
धीरे धीरे चोरी चोरी …
चाहे बन जा मस्त कलंदर मुझ पे तेरा चले ना मंतर
मैं ना घायल होने वाली तीर चला ना मार तू कंकर
धन्नो है चीज़ करारी रे हमका लागे
प्यारी प्यारी न्यारी न्यारी …
dhanno kī āṇkh śharābī re hamkā lāge
dhanno ke gāl gulābī re hamkā lāge
he pyārī pyārī nyārī nyārī bholī bhālī matvārī hamkā lāge re
chhailā hai chhail chhabīlā re hamkā lāge
lambū hai raṅg raṅgīlā re hamkā lāge
dhīre dhīre chorī chorī karne āyā dil kī chorī hamkā lāge re
rūp hai terā sabse haṭke har koī dekhe tujhe palaṭ ke
tū hai śholā tū hai bijlī chhūne vālā khāe jhaṭke
lambe kā dil āśhiqānā re hamkā lāge
hai ye hasīnoṅ kā dīvānā re hamkā lāge
dhīre dhīre chorī chorī …
chāhe ban jā mast kalaṅdar mujh pe terā chale nā maṅtar
maiṅ nā ghāyal hone vālī tīr chalā nā mār tū kaṅkar
dhanno hai chīz karārī re hamkā lāge
pyārī pyārī nyārī nyārī …