धल चुकी शाम-ए-ग़म मुस्करा ले सनम्
ढल चुकी शाम-ए-ग़म मुस्करा ले सनम
इक नई सुबह दुनिया में आने को है
प्यार सजने लगा साज बजने लगा
ज़िन्दगी दिल के तारों पे गाने को है
ढल चुकी शाम-ए-ग़म …
आज पायल भी है नग़्मा-ए-दिल भी है
रंग-ए-उल्फ़त बहारों में शामिल भी है
आ गई है मिलन की सुहानी घड़ी
वक़्त की ताल पे ( नाचती है ख़ुशी ) -2
घुँघरुओं की सदा रंग लाने को है
ढल चुकी शाम-ए-ग़म …
झूमते आ रहे हैं ज़माने नए
हसरतें गा रही हैं तराने नए
आज दिल की तमन्ना निकल जाएगी
गीत होगा वही ( लय बदल जाएगी ) -2
इक नया राग क़िस्मत सुनाने को है
ढल चुकी शाम-ए-ग़म …
ḍhal chukī śhām-e-ġham muskrā le sanam
ik naī subah duniyā meṅ āne ko hai
pyār sajne lagā sāj bajne lagā
zindgī dil ke tāroṅ pe gāne ko hai
ḍhal chukī śhām-e-ġham …
āj pāyal bhī hai naġhmā-e-dil bhī hai
raṅg-e-ulfat bahāroṅ meṅ śhāmil bhī hai
ā gaī hai milan kī suhānī ghaṛī
vaqt kī tāl pe ( nāchtī hai khuśhī ) -2
ghuṇghruoṅ kī sadā raṅg lāne ko hai
ḍhal chukī śhām-e-ġham …
jhūmte ā rahe haiṅ zamāne nae
hasarteṅ gā rahī haiṅ tarāne nae
āj dil kī tamannā nikal jāegī
gīt hogā vahī ( lay badal jāegī ) -2
ik nayā rāg qismat sunāne ko hai
ḍhal chukī śhām-e-ġham …