Dhadka o dil dhadka

धड़का ओ दिल धड़का
Work
Year
Language

धड़का ओ दिल धड़का
गुज़रा गली से तेरे-मेरे सपनों वाला लड़का

मैने भी देखा उसने भी देखा
आँखों ही आँखों में हुईं बतियाँ
एक भूल हुई पता भी न पूछा
कैसे अब तो लिखूँ पतियाँ
धड़का ओ दिल …

होगा मिलन कब मैं तो न जानूँ जान-ए-मन रसिया
उनकी लगन में गाती रहूँगी आए न मन-बसिया
धड़का ओ दिल …

dhaṛkā o dil dhaṛkā
guzrā galī se tere-mere sapnoṅ vālā laṛkā

maine bhī dekhā usne bhī dekhā
āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ huīṅ batiyāṇ
ek bhūl huī patā bhī na pūchhā
kaise ab to likhūṇ patiyāṇ
dhaṛkā o dil …

hogā milan kab maiṅ to na jānūṇ jān-e-man rasiyā
unkī lagan meṅ gātī rahūṇgī āe na man-basiyā
dhaṛkā o dil …