kai: chāhe gītā bāṅchiye yā paṛhiye quraān
merī-terī prī hī har pustak kā jñān
ko: raṅg dīnhīṅ -4
raṅg dīnhīṅ -7
raṅg dīnhīṅ -7
kai: hu ā ā ā
piyā ke raṅg raṅg dīnīṅ oṛhnī -5
ko: raṅg dīnhīṅ -7
kai: piyā ke raṅg raṅg dīnīṅ oṛhnī -2
ko: ( jaise chāṇd ke saṅg chāṇdnī
jaise rāg ke saṅg hai raginī ) -2
kai: jaise chāṇd ke saṅg chāṇdnī
jaise rāg ke saṅg hai raginī
jaise bharī basant meṅ mornī
piyā ke raṅg raṅg dīnhīṅ oṛhnī -2
ko: raṅg dīnhīṅ -7
ho ho ho ho
kai: ( tujhe pahnūṇ oṛhūṇ bichhāūṇ maiṅ
tujhe bhar ke sāṇsoṅ meṅ gāūṇ maiṅ ) -2
ko: tujhe pahnūṇ oṛhūṇ bichhāūṇ maiṅ
tujhe bhar ke sāṇsoṅ meṅ gāūṇ maiṅ
kai: terī rāh ab nahīṅ chhoṛnī -2
ko: piyā ke raṅg raṅg dīnhīṅ oṛhnī -4
raṅg dīnhīṅ -7
ta di ya na re dhum tā nā de re nā