देर से हुआ पर प्यार तो हुआ रे
देर से हुआ पर प्यार तो हुआ रे
ओ दिलरुबा तूने दिल ले लिया रे
क्या है मोहब्बत ये मुझको बताया
इन धड़कनों को धड़कना सिखाया
ओ बेचैनियां दी मेरे प्यासे दिन को
रातों को तूने तड़पना सिखाया
मुश्किल बड़ा इंतज़ार हुआ रे
ओ दिलरुबा तूने …
आँखों से नींदें चुराता नहीं था
दर्द-ए-जिगर को बढ़ाता नहीं था
हो तन्हा अकेली थी ये ज़िंदगानी
कोई खयालों में आता नहीं था
ये हाल तो पहली बार हुआ रे
ओ दिलरुबा तूने …
देर से हुआ पर प्यार तो हुआ रे
ओ दिलरुबा तूने दिल ले लिया रे
क्या है मोहब्बत ये मुझको बताया
इन धड़कनों को धड़कना सिखाया
ओ बेचैनियां दी मेरे प्यासे दिन को
रातों को तूने तड़पना सिखाया
मुश्किल बड़ा इंतज़ार हुआ रे
ओ दिलरुबा तूने …
मेरे ख्यालों में आवारगी थी
चाहत में ना कोई दीवानगी थी
हो कागज़ के फूलों में खुश्बू नहीं थी
वीरान ख्वाबों सी ये ज़िंदगी थी
मुझको तेरा ऐतबार हुआ रे
ओ दिलरुबा तूने …
der se huā par pyār to huā re
o dilrubā tūne dil le liyā re
kyā hai mohabbat ye mujhko batāyā
in dhaṛaknoṅ ko dhaṛaknā sikhāyā
o bechainiyāṅ dī mere pyāse din ko
rātoṅ ko tūne taṛapnā sikhāyā
muśhkil baṛā iṅtazār huā re
o dilrubā tūne …
āṇkhoṅ se nīṅdeṅ churātā nahīṅ thā
dard-e-jigar ko baṛhātā nahīṅ thā
ho tanhā akelī thī ye ziṅdgānī
koī khayāloṅ meṅ ātā nahīṅ thā
ye hāl to pahlī bār huā re
o dilrubā tūne …
der se huā par pyār to huā re
o dilrubā tūne dil le liyā re
kyā hai mohabbat ye mujhko batāyā
in dhaṛaknoṅ ko dhaṛaknā sikhāyā
o bechainiyāṅ dī mere pyāse din ko
rātoṅ ko tūne taṛapnā sikhāyā
muśhkil baṛā iṅtazār huā re
o dilrubā tūne …
mere khyāloṅ meṅ āvārgī thī
chāhat meṅ nā koī dīvāngī thī
ho kāgaz ke phūloṅ meṅ khuśhbū nahīṅ thī
vīrān khvāboṅ sī ye ziṅdgī thī
mujhko terā aitbār huā re
o dilrubā tūne …