Dekhte dekhte k‌yaa se k‌yaa ho gayaa

देखते देखते क्‌या से क्‌या हो गया
Work
Year
Language

देखते देखते क्‌या से क्‌या हो गया
बावफ़ा प्यार भी बेवफ़ा हो गया
बेवजह है मिली ये मुझको सज़ा
देखते देखते क्‌या …

बिखरे मेरे अरमान हैं सीने में टूटी हैं साँसें
ज़ख्मी है दिल हालात से अश्क़ों से भीगी हैं आँखें
सूने मेरे दिन बेचैन हैं मेरी रातें
बेवफ़ा बेवफ़ा मैं नहीं बेवफ़ा
ये हकीकत है क्‌या जानता है ख़ुदा
क्‌या मेरी बेबसी ना तुझको पता
बेवफ़ा बेवफ़ा मैं …

तू हर घड़ी यादों में है कैसे तुझे मैं भुलाऊँ
क्‌या हैं मेरी मजबूरियां कैसे तुझे मैं बताऊँ
जीना मुश्किल तन्हा तो मर भी न पाऊँ
देखते देखते क्‌या …

dekhte dekhte k‌yā se k‌yā ho gayā
bāvafā pyār bhī bevafā ho gayā
bevjah hai milī ye mujhko sazā
dekhte dekhte k‌yā …

bikhre mere armān haiṅ sīne meṅ ṭūṭī haiṅ sāṇseṅ
zakhmī hai dil hālāt se aśhqoṅ se bhīgī haiṅ āṇkheṅ
sūne mere din bechain haiṅ merī rāteṅ
bevafā bevafā maiṅ nahīṅ bevafā
ye hakīkat hai k‌yā jāntā hai khudā
k‌yā merī bebsī nā tujhko patā
bevafā bevafā maiṅ …

tū har ghaṛī yādoṅ meṅ hai kaise tujhe maiṅ bhulāūṇ
k‌yā haiṅ merī majbūriyāṅ kaise tujhe maiṅ batāūṇ
jīnā muśhkil tanhā to mar bhī na pāūṇ
dekhte dekhte k‌yā …