Dekho zaraa kaise balkhaa ke chalee hai ... kabhee to kuree phans jaaegee

देखो ज़रा कैसे बलखा के चली है ... कभी तो कुड़ी फंस जाएगी
Work
Year
Language

ओ देखो ओ देखो ओ देखो देखो देखो
देखो ज़रा कैसे बलखा के चली है
हाय पतली कमर लचका के चली है
ओय देखो ज़रा कैसे …

कब तक ऐसे मुझे तड़पाएगी
कभी तो कुड़ी फंस जाएगी
देखो ज़रा कैसे …

फूल है गुलाब का के पानी है चनाब का
तू कौन है बता दे गोरिये
सोनी सोनी गुलछड़ी है दूर ऐसे क्‌यूं खड़ी
करीब आजा जिन्द मेरिये
नखरे दिखाने वाली दिल को चुराने वाली
कब तक बच पाएगी
कभी तो कुड़ी …

मैं भी तेरा यार हूँ ज़रा सा बेकरार हूँ
तू इक वारी अख तो मिला
छोड़ दे नहीं नहीं शुरु करें अभी यहीं
ये प्यार का जवान सिलसिला
पीछे पीछे आऊंगा मैं
रूठी है मनाऊंगा मैं
कब तक बहकाएगी
ओ रब्बा रब्बा कभी तो कुड़ी …

o dekho o dekho o dekho dekho dekho
dekho zarā kaise balkhā ke chalī hai
hāy patlī kamar lachkā ke chalī hai
oy dekho zarā kaise …

kab tak aise mujhe taṛpāegī
kabhī to kuṛī phaṅs jāegī
dekho zarā kaise …

phūl hai gulāb kā ke pānī hai chanāb kā
tū kaun hai batā de goriye
sonī sonī gulchhaṛī hai dūr aise k‌yūṅ khaṛī
karīb ājā jind meriye
nakhre dikhāne vālī dil ko churāne vālī
kab tak bach pāegī
kabhī to kuṛī …

maiṅ bhī terā yār hūṇ zarā sā bekrār hūṇ
tū ik vārī akh to milā
chhoṛ de nahīṅ nahīṅ śhuru kareṅ abhī yahīṅ
ye pyār kā javān silsilā
pīchhe pīchhe āūṅgā maiṅ
rūṭhī hai manāūṅgā maiṅ
kab tak bahkāegī
o rabbā rabbā kabhī to kuṛī …