देखो ये दीवाना ... प्यार हुआ ना ऐ ऐ रे मामा
Hey you and me mates remember
देखो ये दीवाना मारा गया
शीशे में दिल के उतारा गया
हाँ देखो ये …
किसकी निगाहों में ये बस गया
जाके बेचारा कहाँ फंस गया
प्यार हुआ ना ऐ ऐ रे मामा
दिल तो गया ना हा हा रे मामा
हाँ प्यार हुआ ना ऐ ऐ रे मामा
हाँ दिल तो गया ना रे मामा
नादां है तू ना तुझको खबर है
आसां नहीं ये दिल का सफ़र है
मुश्किल बड़ी हैं ये चाहत की राहें
जीने ना देंगी ये कमसिन अदाएं
ज़ुल्फ़ों के साए से बच के निकल
पागल अनाड़ी मेरे साथ चल
दिलबर नहीं काम है ये तेरा
तू मान ले अब तो कहना मेरा
प्यार हुआ ना …
मेरे लबों पे है तेरी कहानी
तेरे लिए है ये मेरी जवानी
क्या कह रहीं हैं ये रंगीन रातें
आजा करें मिल के चाहत की बातें
यूं मुझसे दामन छुड़ा के न जा
तौबा मेरी तू कहां खो गया
मेरे सनम तुझको क्या हो गया
प्यार हुआ ना …
Hey you and me mates remember
dekho ye dīvānā mārā gayā
śhīśhe meṅ dil ke utārā gayā
hāṇ dekho ye …
kiskī nigāhoṅ meṅ ye bas gayā
jāke bechārā kahāṇ phaṅs gayā
pyār huā nā ai ai re māmā
dil to gayā nā hā hā re māmā
hāṇ pyār huā nā ai ai re māmā
hāṇ dil to gayā nā re māmā
nādāṅ hai tū nā tujhko khabar hai
āsāṅ nahīṅ ye dil kā safar hai
muśhkil baṛī haiṅ ye chāhat kī rāheṅ
jīne nā deṅgī ye kamsin adāeṅ
zulfoṅ ke sāe se bach ke nikal
pāgal anāṛī mere sāth chal
dilbar nahīṅ kām hai ye terā
tū mān le ab to kahnā merā
pyār huā nā …
mere laboṅ pe hai terī kahānī
tere lie hai ye merī javānī
kyā kah rahīṅ haiṅ ye raṅgīn rāteṅ
ājā kareṅ mil ke chāhat kī bāteṅ
yūṅ mujhse dāman chhuṛā ke na jā
taubā merī tū kahāṅ kho gayā
mere sanam tujhko kyā ho gayā
pyār huā nā …