देखो प्रेम लुटेरे ... मुझे तूने जो देखा तो लगा कैसा
देखो प्रेम लुटेरे के भेस माँ ओ
आया रमता जोगी महारा देस माँ ह ओ ओ ओ
( दिल जी ये दिल थारा ले गया
मीठा-मीठा दर्द सा दे गया ) -4
अ: मुझे तूने जो देखा तो लगा कैसा
सो: मैं दीवाना तेरा बना तब से ओ तेरा बना तब से
अ: ओ क्या कह दिया तूने क्या कह दिया
बस में ना मेरा जिया
सो: मुझे तूने जो देखा तो लगा कैसा
अ: मैं दीवानी तेरी बनी तब से हाय तेरी बनी तब से
सो: हो क्या कह दिया तूने क्या कह दिया
बस में ना मेरा जिया
हो ओ ओ
ओ ओ ओ
नि सा धा मा पा मा गा रे मा गा
सा नि धा पा मा गा रे मा पा
अ: आया है मौसम जवाँ तेरी-मेरी प्रीत का
छोड़ूँ ना दामन मैं अपने सजन मीत का
सो: सुन के ये तेरी मनचाही बातें जाने कहाँ खो गया
अ: ये बेचैनी बढ़ी कैसे बता दे ना
सा सा सा सा
सा रे मा मा
सो: दुनिया सजी है मेरी सजनी तेरे नाम से
तेरे लिए बावरा हो पागल है मन शाम से
अ: यूँही मुझे तू चाहे हमेशा रब से मेरी है दुआ
सो: क़सम ले-ले क़सम दे-दे न बिछड़ेंगे
अ: मैं दीवानी तेरी बनी कब से हाय तेरी बनी कब से
सो: हो क्या कह दिया तूने क्या कह दिया
बस में ना मेरा जिया
अ: मुझे तूने
सो: जो देखा तो
अ: लगा कैसा
( दिल जी ये दिल थारा ले गया
मीठा-मीठा दर्द सा दे गया ) -2
dekho prem luṭere ke bhes māṇ o
āyā ramtā jogī mahārā des māṇ ha o o o
( dil jī ye dil thārā le gayā
mīṭhā-mīṭhā dard sā de gayā ) -4
a: mujhe tūne jo dekhā to lagā kaisā
so: maiṅ dīvānā terā banā tab se o terā banā tab se
a: o kyā kah diyā tūne kyā kah diyā
bas meṅ nā merā jiyā
so: mujhe tūne jo dekhā to lagā kaisā
a: maiṅ dīvānī terī banī tab se hāy terī banī tab se
so: ho kyā kah diyā tūne kyā kah diyā
bas meṅ nā merā jiyā
ho o o
o o o
ni sā dhā mā pā mā gā re mā gā
sā ni dhā pā mā gā re mā pā
a: āyā hai mausam javāṇ terī-merī prīt kā
chhoṛūṇ nā dāman maiṅ apne sajan mīt kā
so: sun ke ye terī manchāhī bāteṅ jāne kahāṇ kho gayā
a: ye bechainī baṛhī kaise batā de nā
sā sā sā sā
sā re mā mā
so: duniyā sajī hai merī sajnī tere nām se
tere lie bāvrā ho pāgal hai man śhām se
a: yūṇhī mujhe tū chāhe hameśhā rab se merī hai duā
so: qasam le-le qasam de-de na bichhaṛeṅge
a: maiṅ dīvānī terī banī kab se hāy terī banī kab se
so: ho kyā kah diyā tūne kyā kah diyā
bas meṅ nā merā jiyā
a: mujhe tūne
so: jo dekhā to
a: lagā kaisā
( dil jī ye dil thārā le gayā
mīṭhā-mīṭhā dard sā de gayā ) -2