मु: देखो मौसम
ल: क्या बहार है
मु: सारा आलम
ल: बेक़रार है
मु: ऐसे में क्यूँ हम
ल: दीवाने हो जाएं ना
छलकी-छलकी
मु: चाँदनी भी है
ल: हल्की-हल्की
मु: बेखुदी भी है
ल: ऐसे में क्यूँ हम
मु: यहीं पर खो जाएं ना
ल: गाती सी हर साँस में बजती सी शहनाइयाँ
मु: साया दिल पे डालती तारों की परछाइयाँ
ल: झांके चन्दा
मु: आसमान से
ल: छेड़े हमको
मु: जान-जान के
ल: ऐसे में क्यूँ हम …
मु: दरिया की हर मौज में अरमानों का ज़ोर है
ल: दिलवालों के गीत का लहका-लहका शोर है
मु: लहरें डोलें
ल: झूम-झूम के
मु: साहिल का मुँह
ल: चूम-चूम के
मु: ऐसे में क्यूँ हम …
mu: dekho mausam
la: kyā bahār hai
mu: sārā ālam
la: beqrār hai
mu: aise meṅ kyūṇ ham
la: dīvāne ho jāeṅ nā
chhalkī-chhalkī
mu: chāṇdnī bhī hai
la: halkī-halkī
mu: bekhudī bhī hai
la: aise meṅ kyūṇ ham
mu: yahīṅ par kho jāeṅ nā
la: gātī sī har sāṇs meṅ bajtī sī śhahnāiyāṇ
mu: sāyā dil pe ḍāltī tāroṅ kī parchhāiyāṇ
la: jhāṅke chandā
mu: āsmān se
la: chheṛe hamko
mu: jān-jān ke
la: aise meṅ kyūṇ ham …
mu: dariyā kī har mauj meṅ armānoṅ kā zor hai
la: dilvāloṅ ke gīt kā lahkā-lahkā śhor hai
mu: lahreṅ ḍoleṅ
la: jhūm-jhūm ke
mu: sāhil kā muṇh
la: chūm-chūm ke
mu: aise meṅ kyūṇ ham …