देखो जो पलट के जिया मेरा भटके
देखो जो पलट के जिया मेरा भटके
ज़रा बच बच के मारे जो तू झटके
गोरिया तू कमर जब लचकाए कयामत आ जए
गोरी गोरी बाहें गोरे गोरे होंठ मेरे तो हैं फूल से
छूने तो दे आज इन्हें मुझे भूल से
दूंगी मैं एक रोज तुझको मुफ़्त का गहना
अब नहीं मुमकिन है जानां दूर यूं रहना
बाबू ज़रा हट के जिया मेरा भटके
ज़रा बच बच के …
कोई नहीं नींद आई नहीं रात में
खो रहा मैं भी जान-ए-जानां तेरी बात में
होश में कैसे रहें हम ऐसे आलम में
कली जब चटके जिया मेरा भटके
ज़रा बच बच के …
dekho jo palaṭ ke jiyā merā bhaṭke
zarā bach bach ke māre jo tū jhaṭke
goriyā tū kamar jab lachkāe kayāmat ā jae
gorī gorī bāheṅ gore gore hoṅṭh mere to haiṅ phūl se
chhūne to de āj inheṅ mujhe bhūl se
dūṅgī maiṅ ek roj tujhko muft kā gahnā
ab nahīṅ mumkin hai jānāṅ dūr yūṅ rahnā
bābū zarā haṭ ke jiyā merā bhaṭke
zarā bach bach ke …
koī nahīṅ nīṅd āī nahīṅ rāt meṅ
kho rahā maiṅ bhī jān-e-jānāṅ terī bāt meṅ
hośh meṅ kaise raheṅ ham aise ālam meṅ
kalī jab chaṭke jiyā merā bhaṭke
zarā bach bach ke …