देखो देखो ... सोचो के झीलों का शहर हो
देखो देखो क्या मैं देखूँ
सोचो सोचो सोचूँ मैं क्या ओ ओ
सोचो के झीलों का शहर हो
लहरों पे अपना एक घर हो
हम जो देखें सपने प्यारे सच हों सारे बस और क्या
सोचो के झीलों का …
फ़र्श हो प्यार का खुश्बूओं की दीवारें
हम जहां बैठके प्रेम से दिन गुज़ारें
पलकें उठें पलकें झुकें
देखे तुझे बस ये नज़र
सोचो के झीलों का …
बुम्बरो बुम्बरो
बर्फ़ ही बर्फ़ हो सर्दियों का हो मौसम
आग के सामने हाथ सेंकते हों हम
बैठी रहूं आग़ोश में रखके तेरे कांधे पे सर
सोचो के झीलों का …
dekho dekho kyā maiṅ dekhūṇ
socho socho sochūṇ maiṅ kyā o o
socho ke jhīloṅ kā śhahar ho
lahroṅ pe apnā ek ghar ho
ham jo dekheṅ sapne pyāre sach hoṅ sāre bas aur kyā
socho ke jhīloṅ kā …
farśh ho pyār kā khuśhbūoṅ kī dīvāreṅ
ham jahāṅ baiṭhke prem se din guzāreṅ
palkeṅ uṭheṅ palkeṅ jhukeṅ
dekhe tujhe bas ye nazar
socho ke jhīloṅ kā …
bumbro bumbro
barf hī barf ho sardiyoṅ kā ho mausam
āg ke sāmne hāth seṅkte hoṅ ham
baiṭhī rahūṅ āġhośh meṅ rakhke tere kāṅdhe pe sar
socho ke jhīloṅ kā …