देखो देखो जानम हम दिल अपना तेरे लिए लाए
देखो देखो जानम हम दिल अपना तेरे लिए लाए
सोचो सोचो दुनिया में क्यों आए तेरे लिए लाए
अब तू हमें चाहे अब तू हमें भूले
हम तो बने रहेंगे तेरे साए
ये क्या हमें हुआ ये क्या तुम्हें हुआ
साँसों के दरिया में गुलमुल सी होने लगी
नई है ये सजा में है मज़ा
चाहत को चाहत की शबनम भिगोने लगी
अब और क्या चाहें अब और क्या देखें
देखा तुम्हें तो दिल से निकली हाय
देखो देखो जानम …
शीशे ने शीशे से टकराकर कुछ कह दिया
ये पल मुरादों के ये पल हैं यादों के
अब मेरी जान रहे या चली जाए
देखो देखो जानम …
dekho dekho jānam ham dil apnā tere lie lāe
socho socho duniyā meṅ kyoṅ āe tere lie lāe
ab tū hameṅ chāhe ab tū hameṅ bhūle
ham to bane raheṅge tere sāe
ye kyā hameṅ huā ye kyā tumheṅ huā
sāṇsoṅ ke dariyā meṅ gulmul sī hone lagī
naī hai ye sajā meṅ hai mazā
chāhat ko chāhat kī śhabnam bhigone lagī
ab aur kyā chāheṅ ab aur kyā dekheṅ
dekhā tumheṅ to dil se niklī hāy
dekho dekho jānam …
śhīśhe ne śhīśhe se ṭakrākar kuchh kah diyā
ye pal murādoṅ ke ye pal haiṅ yādoṅ ke
ab merī jān rahe yā chalī jāe
dekho dekho jānam …