Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gayaa

देखो देखो देखो मुझे प्यार हो गया
Year
Language

ज़ुबां खामोश होती है नज़र से काम होता है -2
इसी पल का ज़माने मेन मोहब्बत नाम होता है
देखो देखो देखो मुझे प्यार हो गया
जाने कब कैसे इकरार हो गया

ये वो अहसास है जिसको न लफ़्ज़ों की ज़रूरत है
जिसे पाकर लगे सारा ज़माना खूबसूरत है
ज़माना खूबसूरत है
मोहब्बत नाम है जिसका अदाओं में दिखाई दे
तेरी धड़कन की हर सर्गम में ये मुझको सुनाई दे
ये मुझको सुनाई दे
मेरे होंठों पे जब तेरे लबों का जाम होता है
इसी पल का ज़माने मेन मोहब्बत नाम होता है
देखो देखो देखो …

बदल जाते हैं सब आसार जब ये प्यार होता है
बिना बोले ही चाहत का हसीं इज़्हार होता है
हसीं इज़्हार होता है
खयालों की हसीं वादी में जब तुम गुनगुनाती हो
मेरी साँसों की दरिया में कई तूफ़ान लाती हो
कई तूफ़ान लाती हो
बहुत बेचैनियों में भी बड़ा आराम होता है
इसी पल का ज़माने मेन मोहब्बत नाम होता है
देखो देखो देखो …

zubāṅ khāmośh hotī hai nazar se kām hotā hai -2
isī pal kā zamāne men mohabbat nām hotā hai
dekho dekho dekho mujhe pyār ho gayā
jāne kab kaise ikrār ho gayā

ye vo ahsās hai jisko na lafzoṅ kī zarūrat hai
jise pākar lage sārā zamānā khūbsūrat hai
zamānā khūbsūrat hai
mohabbat nām hai jiskā adāoṅ meṅ dikhāī de
terī dhaṛkan kī har sargam meṅ ye mujhko sunāī de
ye mujhko sunāī de
mere hoṅṭhoṅ pe jab tere laboṅ kā jām hotā hai
isī pal kā zamāne men mohabbat nām hotā hai
dekho dekho dekho …

badal jāte haiṅ sab āsār jab ye pyār hotā hai
binā bole hī chāhat kā hasīṅ izhār hotā hai
hasīṅ izhār hotā hai
khayāloṅ kī hasīṅ vādī meṅ jab tum gungunātī ho
merī sāṇsoṅ kī dariyā meṅ kaī tūfān lātī ho
kaī tūfān lātī ho
bahut bechainiyoṅ meṅ bhī baṛā ārām hotā hai
isī pal kā zamāne men mohabbat nām hotā hai
dekho dekho dekho …