Dekhne men tujhe kahaan ... botal tor de

देखने में तुझे कहाँ ... बोतल तोड़ दे
Year
Language

देखने में तुझे कहाँ दिल मेरा भरता है

घूँट भर लूँ मैं तेरा दिल मेरा करता है

देखने में तुझे कहाँ दिल मेरा भरता है
घूँट भर लूँ मैं तेरा दिल मेरा करता है

झूठ नहीं बोलूँगा जी हाँ मैंने पी है

कल तौबा की थी मैंने आज तोड़ दी है

करता क्‌या है प्यार में तौबा

प्यार में नहीं होती तौबा

बोतल तोड़ दे

झूठ नहीं बोलूँगा जी हाँ मैंने पी है
कल तौबा की थी मैंने आज तोड़ दी है
करता क्‌या है प्यार में तौबा
प्यार में नहीं होती तौबा
बोतल तोड़ दे

आ बोतल कैसे तोड़ूँ पीना कैसे छोड़ूँ

आजा पहले मेरे टूटे दिल को जोड़ दे हसीना जोड़ दे

झूठ नहीं बोलूँगा जी हाँ मैंने पी है
कल तौबा की थी मैंने आज तोड़ दी है
करता क्‌या है प्यार में तौबा
प्यार में नहीं होती तौबा
बोतल तोड़ दे

दिल में आग लगा दूँ तेरी प्यास बुझा दूँ

सीख ले मुझसे प्यार में जीना उसे भूल जा दीवाने

वो मेरी महबूबा है पता है पता है

उस में दम मेर डूबा है अरे तो डूबा है

क्‌या वैसी कोई दूजी भी है तुझे तो नशा है

इसी नशे ने मुझे लूटा है पता है पता है

वो बेवफ़ा थी मगर उस जैसी तू नहीं

साथ क्‌या देगी तू जब तक दम में दम है बाकी

झूठ नहीं बोलूँगा जी हाँ मैंने पी है
कल तौबा की थी मैंने आज तोड़ दी है
करता क्‌या है प्यार में तौबा
प्यार में नहीं होती तौबा
बोतल तोड़ दे
ऐ हे ओ हो हो हो

प्यार के बदले प्यार करेगी करूँगी-करूँगी

सात समंदर पार करेगी करूँगी-करूँगी

रात को मेरे साथ चलेगी चलूँगी-चलूँगी

सारा दिन तू साथ रहेगी रहूँगी-रहूँगी

लो छोड़ दिया पीना मैंने तू आँखों से पिला

आज से मैं तेरा मस्ताना-मस्ताना हूँ सनम

झूठ नहीं बोलूँगा जी हाँ मैंने पी है
कल तौबा की थी मैंने आज तोड़ दी है
करता क्‌या है प्यार में तौबा
प्यार में नहीं होती तौबा
बोतल तोड़ दे
आऊ

झूठ नहीं बोलूँगा जी हाँ मैंने पी है
कल तौबा की थी मैंने आज तोड़ दी है
करता क्‌या है प्यार में तौबा
प्यार में नहीं होती तौबा
बोतल तोड़ दे

आ बोतल कैसे तोड़ूँ पीना कैसे छोड़ूँ
आजा पहले मेरे टूटे दिल को जोड़ दे हसीना जोड़ दे

dekhne meṅ tujhe kahāṇ dil merā bhartā hai

ghūṇṭ bhar lūṇ maiṅ terā dil merā kartā hai

dekhne meṅ tujhe kahāṇ dil merā bhartā hai
ghūṇṭ bhar lūṇ maiṅ terā dil merā kartā hai

jhūṭh nahīṅ bolūṇgā jī hāṇ maiṅne pī hai

kal taubā kī thī maiṅne āj toṛ dī hai

kartā k‌yā hai pyār meṅ taubā

pyār meṅ nahīṅ hotī taubā

botal toṛ de

jhūṭh nahīṅ bolūṇgā jī hāṇ maiṅne pī hai
kal taubā kī thī maiṅne āj toṛ dī hai
kartā k‌yā hai pyār meṅ taubā
pyār meṅ nahīṅ hotī taubā
botal toṛ de

ā botal kaise toṛūṇ pīnā kaise chhoṛūṇ

ājā pahle mere ṭūṭe dil ko joṛ de hasīnā joṛ de

jhūṭh nahīṅ bolūṇgā jī hāṇ maiṅne pī hai
kal taubā kī thī maiṅne āj toṛ dī hai
kartā k‌yā hai pyār meṅ taubā
pyār meṅ nahīṅ hotī taubā
botal toṛ de

dil meṅ āg lagā dūṇ terī pyās bujhā dūṇ

sīkh le mujhse pyār meṅ jīnā use bhūl jā dīvāne

vo merī mahbūbā hai patā hai patā hai

us meṅ dam mer ḍūbā hai are to ḍūbā hai

k‌yā vaisī koī dūjī bhī hai tujhe to naśhā hai

isī naśhe ne mujhe lūṭā hai patā hai patā hai

vo bevafā thī magar us jaisī tū nahīṅ

sāth k‌yā degī tū jab tak dam meṅ dam hai bākī

jhūṭh nahīṅ bolūṇgā jī hāṇ maiṅne pī hai
kal taubā kī thī maiṅne āj toṛ dī hai
kartā k‌yā hai pyār meṅ taubā
pyār meṅ nahīṅ hotī taubā
botal toṛ de
ai he o ho ho ho

pyār ke badle pyār karegī karūṇgī-karūṇgī

sāt samaṅdar pār karegī karūṇgī-karūṇgī

rāt ko mere sāth chalegī chalūṇgī-chalūṇgī

sārā din tū sāth rahegī rahūṇgī-rahūṇgī

lo chhoṛ diyā pīnā maiṅne tū āṇkhoṅ se pilā

āj se maiṅ terā mastānā-mastānā hūṇ sanam

jhūṭh nahīṅ bolūṇgā jī hāṇ maiṅne pī hai
kal taubā kī thī maiṅne āj toṛ dī hai
kartā k‌yā hai pyār meṅ taubā
pyār meṅ nahīṅ hotī taubā
botal toṛ de
āū

jhūṭh nahīṅ bolūṇgā jī hāṇ maiṅne pī hai
kal taubā kī thī maiṅne āj toṛ dī hai
kartā k‌yā hai pyār meṅ taubā
pyār meṅ nahīṅ hotī taubā
botal toṛ de

ā botal kaise toṛūṇ pīnā kaise chhoṛūṇ
ājā pahle mere ṭūṭe dil ko joṛ de hasīnā joṛ de