Dekhne ko tujhko machal gayaa ye dil

देखने को तुझको मचल गया ये दिल्
Year
Language

होए देखने को तुझको मचल गया ये दिल
हाथों से निकल गया ये दिल
ओ कुड़िये घुंघटा उठा दे हे
जत्रा मुखड़ा दिखा दे
मुँह दिखाई में तू लेले मेरी जान
देखने को तुझको …

अरे देखो जरा देखो मुंडा कैसे डोरे डाले
कैसे डोरे डाले देखो कैसे डोरे डाले
रब्बा मेरे रब्बा कोई इसको संभाले
इसको संभाले कोई इसको संभाले
ओए मान मेरा कहना ओ हीरिये दीवानी
ऐसे ना कटेगी तेरी तन्हा जवानी
यहाँ ना गलेगी तेरी दाल हाय
कैसे मैं बताऊँ मेरा हाल हाय
छोड़ दे सताना मुझे यार
ओ कुड़िये मुँह दिखाई में …

देखने को मुझको मचल गया ये दिल
पाने को मुझको फिसल गया ये दिल
ऐ हा ओहो आहा ओहो ओहो हड़िप्पा

हो डोली लेके आएगा जो मेरे घर अँगना
तेरे घर अँगना जी तेरे घर अँगना
उसको बनाऊँगी मैं सपनों का सजना
सपनों का सजना जी सपनों का सजना
ओ इतना बता दे कब सेहरा सजाऊँ
तुझको दुल्हन मैं बनाके ले जाऊँ
करना पड़ेगा इन्तज़ार हाय
कर ले तू मेराअ ऐतबार हाय
ऐसे ना मिलेगा मेरा प्यार
देखने को तुझको …
ओ कुड़िये मुँह दिखाई में …

ओए शावा मुंडे दे नखरे ओए शावा
ओए शावा कुड़ी दे नखरे ओए शावा

hoe dekhne ko tujhko machal gayā ye dil
hāthoṅ se nikal gayā ye dil
o kuṛiye ghuṅghṭā uṭhā de he
jatrā mukhaṛā dikhā de
muṇh dikhāī meṅ tū lele merī jān
dekhne ko tujhko …

are dekho jarā dekho muṅḍā kaise ḍore ḍāle
kaise ḍore ḍāle dekho kaise ḍore ḍāle
rabbā mere rabbā koī isko saṅbhāle
isko saṅbhāle koī isko saṅbhāle
oe mān merā kahnā o hīriye dīvānī
aise nā kaṭegī terī tanhā javānī
yahāṇ nā galegī terī dāl hāy
kaise maiṅ batāūṇ merā hāl hāy
chhoṛ de satānā mujhe yār
o kuṛiye muṇh dikhāī meṅ …

dekhne ko mujhko machal gayā ye dil
pāne ko mujhko phisal gayā ye dil
ai hā oho āhā oho oho haṛippā

ho ḍolī leke āegā jo mere ghar aṇgnā
tere ghar aṇgnā jī tere ghar aṇgnā
usko banāūṇgī maiṅ sapnoṅ kā sajnā
sapnoṅ kā sajnā jī sapnoṅ kā sajnā
o itnā batā de kab sehrā sajāūṇ
tujhko dulhan maiṅ banāke le jāūṇ
karnā paṛegā intazār hāy
kar le tū merāa aitbār hāy
aise nā milegā merā pyār
dekhne ko tujhko …
o kuṛiye muṇh dikhāī meṅ …

oe śhāvā muṅḍe de nakhre oe śhāvā
oe śhāvā kuṛī de nakhre oe śhāvā