देखिए हुज़ूर मुझसे रह के दूर-दूर्
र्क़: देखिए हुज़ूर मुझसे रह के दूर-दूर
खेलिए न दिल-ए-बेक़रार से
प्यार का जवाब दीजिए प्यार से
आ: छोड़िए जी हाथ कीजिए दूर ही से बात
काम लीजिए थोड़े इन्तज़ार से
बाज आए हम तो ऐसे प्यार से
र: प्यार का जवाब …
आ: बाज आए हम तो …
र: इतनी बेरुख़ी हमसे किसलिए
दिल दिया है क्या हमने इसलिए
आ: आप तो जनाब हद से बढ़ चले
बातों-बातों में पड़ गए गले
र: चल दिए कहाँ बात सुनिए मेहरबाँ
बैठिए तो दो घड़ी क़रार से
प्यार का जवाब …
आ: बाज आए हम तो …
यूँ अगर हमें देख ले कोई
सोचिए ज़रा क्या कहे कोई
र: कोई कुछ कहे कहने दीजिए
प्यार के हैं दिन प्यार कीजिए -2
आ: जाइए जनाब कहाँ हम हैं कहाँ आप
फूल क्यों उलझने लगे ख़ार से
बाज आए हम तो …
र: आपको क़सम सुनें तो ज़रा
बेक़रार दिल कह रहा है क्या
आ: दिल की बात का ऐतबार क्या
आपसे बुरा दिल है आपका
र: आपको नहीं जी दिल की बात पर यक़ीं
तो पूछ लीजिए मौसम-ए-बहार से
प्यार का जवाब …
rq: dekhie huzūr mujhse rah ke dūr-dūr
khelie na dil-e-beqrār se
pyār kā javāb dījie pyār se
ā: chhoṛie jī hāth kījie dūr hī se bāt
kām lījie thoṛe intazār se
bāj āe ham to aise pyār se
ra: pyār kā javāb …
ā: bāj āe ham to …
ra: itnī berukhī hamse kislie
dil diyā hai kyā hamne islie
ā: āp to janāb had se baṛh chale
bātoṅ-bātoṅ meṅ paṛ gae gale
ra: chal die kahāṇ bāt sunie meharbāṇ
baiṭhie to do ghaṛī qarār se
pyār kā javāb …
ā: bāj āe ham to …
yūṇ agar hameṅ dekh le koī
sochie zarā kyā kahe koī
ra: koī kuchh kahe kahne dījie
pyār ke haiṅ din pyār kījie -2
ā: jāie janāb kahāṇ ham haiṅ kahāṇ āp
phūl kyoṅ ulajhne lage khār se
bāj āe ham to …
ra: āpko qasam suneṅ to zarā
beqrār dil kah rahā hai kyā
ā: dil kī bāt kā aitbār kyā
āpse burā dil hai āpkā
ra: āpko nahīṅ jī dil kī bāt par yaqīṅ
to pūchh lījie mausam-e-bahār se
pyār kā javāb …