देखें भी तो क्या देखें ... हमने तुम्हें पा लिया
हूं देखें भी तो क्या देखें तुम्हारे सिवा
चाहें भी तो क्या चाहें तुम्हारे सिवा
सोचें भी तो क्या सोचें तुम्हारे सिवा
मांगें भी तो क्या मांगें तुम्हारे सिवा
हमने तुम्हें पा लिया ओ जिंद जाण माहिया
हो देखें भी तो क्या …
तेरी चूड़ियों से सदा आ रही है
ज़रा सी ये दूरी भी तड़पा रही है
ये क्या कह रही है पायल की छमछम
सनम आ गया है मोहब्बत का मौसम
हमने तुम्हें पा लिया …
तुम्हें फ़ुरसतों में रब ने बनाया
भुला के जहां तुमको जां में बसाया
तेरी खुश्बुएं हैं महकती ये साँसें
तेरा आईना हैं मेरी दोनों आँखें
सनम दोनों आँखें
देखें भी तो क्या …
तुम्हें देखने से सनम दर्द जाए
तेरे बाजुओं में हमें चैन आए
ये क्या हो गया दिल संभाले न संभले
तेरी गर्मियों से मेरा जिस्म पिघले
हमने तुम्हें पा लिया …
सनम हमने बाँधा ये जन्मों का बंधन
तुम्हारे लिए है हमारा ये जीवन
बरसों की मांगी दुआ रंग लाई
तुम क्या मिले मिल गई ये खुदाई
हां ये खुदाई
ओ देखें भी तो क्या …
hūṅ dekheṅ bhī to kyā dekheṅ tumhāre sivā
chāheṅ bhī to kyā chāheṅ tumhāre sivā
socheṅ bhī to kyā socheṅ tumhāre sivā
māṅgeṅ bhī to kyā māṅgeṅ tumhāre sivā
hamne tumheṅ pā liyā o jiṅd jāṇ māhiyā
ho dekheṅ bhī to kyā …
terī chūṛiyoṅ se sadā ā rahī hai
zarā sī ye dūrī bhī taṛpā rahī hai
ye kyā kah rahī hai pāyal kī chhamchham
sanam ā gayā hai mohabbat kā mausam
hamne tumheṅ pā liyā …
tumheṅ furastoṅ meṅ rab ne banāyā
bhulā ke jahāṅ tumko jāṅ meṅ basāyā
terī khuśhbueṅ haiṅ mahaktī ye sāṇseṅ
terā āīnā haiṅ merī donoṅ āṇkheṅ
sanam donoṅ āṇkheṅ
dekheṅ bhī to kyā …
tumheṅ dekhne se sanam dard jāe
tere bājuoṅ meṅ hameṅ chain āe
ye kyā ho gayā dil saṅbhāle na saṅbhle
terī garmiyoṅ se merā jism pighle
hamne tumheṅ pā liyā …
sanam hamne bāṇdhā ye janmoṅ kā baṅdhan
tumhāre lie hai hamārā ye jīvan
barsoṅ kī māṅgī duā raṅg lāī
tum kyā mile mil gaī ye khudāī
hāṅ ye khudāī
o dekheṅ bhī to kyā …