देखा तुझे तो हो गई दीवानी ... पा लूं तुझे तो मर न जाऊं कहीं
देखा तुझे तो हो गई दीवानी
पा लूं तुझे तो मर न जाऊं कहीं
देखा तुझे तो हो गई …
तेरे संग जीने को आया तन मन अपना देने आया
देखा तुझे तो जीने लगे हम
पा लें तुझे तो ना हो मरने का ग़म
खुशनसीबी से मुझे प्यार इतना मिल गया
आज आंचल ही मेरा मुझको कम लगने लगा
मांगने तेरा हाथ मैं आया देने सारा जीवन आया
देखा तुझे तो जीने लगे …
चहना ना चाहना किसके वश की बात है
दिल का आ जाना किसी पर किस्मतों की बात है
पहला प्यार तो मिटते ना देखा ये तो है पत्थर की रेखा
देखा तुझे तो हो गई …
dekhā tujhe to ho gaī dīvānī
pā lūṅ tujhe to mar na jāūṅ kahīṅ
dekhā tujhe to ho gaī …
tere saṅg jīne ko āyā tan man apnā dene āyā
dekhā tujhe to jīne lage ham
pā leṅ tujhe to nā ho marne kā ġham
khuśhansībī se mujhe pyār itnā mil gayā
āj āṅchal hī merā mujhko kam lagne lagā
māṅgne terā hāth maiṅ āyā dene sārā jīvan āyā
dekhā tujhe to jīne lage …
chahnā nā chāhnā kiske vaśh kī bāt hai
dil kā ā jānā kisī par kismtoṅ kī bāt hai
pahlā pyār to miṭte nā dekhā ye to hai patthar kī rekhā
dekhā tujhe to ho gaī …