Dekhaa hai teree aankho men pyaar hee pyaar beshumaar

देखा है तेरी आँखो में प्यार ही प्यार बेशुमार
Year
Language

देखा है तेरी आँखो में प्यार ही प्यार बेशुमार
पाया है तेरी बातों में प्यार ही प्यार बेशुमार
ऐ बहारो की परी, ये है तक़दीर मेरी
जो भी समझा है मुझे वो इनायत है तेरी
मेरे अच्छे थे करम जो मुलाकात हुई
मेहरबां हुस्न हुआ क्या अजब बात हुई
मैंने सोचा भी न था मुझको मिल जाएगी तू
जैसे लहराए सबा वैसे लहराएगी तू

dekhā hai terī āṇkho meṅ pyār hī pyār beśhumār
pāyā hai terī bātoṅ meṅ pyār hī pyār beśhumār
ai bahāro kī parī, ye hai taqdīr merī
jo bhī samjhā hai mujhe vo ināyat hai terī
mere achchhe the karam jo mulākāt huī
meharbāṅ husn huā kyā ajab bāt huī
maiṅne sochā bhī na thā mujhko mil jāegī tū
jaise lahrāe sabā vaise lahrāegī tū