Dekhaa hai pahlee baar saajan kee aankhon men pyaar

देखा है पहली बार साजन की आँखों में प्यार्
Work
Year
Language

देखा है पहली बार साजन की आँखों में प्यार
तब जा के आया मेरे बेचैन दिल को करार
दिलबर तुझे मिलने को कब से था मैं बेकरार
अब जा के आया मेरे बेचैन दिल को करार
देखा है पहली बार …

पलकें झुकाऊं तुझे दिल में बसाऊं
अब बिन तेरे मैं तो कहीं चैन न पाऊं
तू मेर जिगर है तू मेरी नज़र है
तू मेरी आरज़ू तू मेरा हमसफ़र है
देखा है पहली बार …

मेरी अदाएं ये मेरी जवानी
बस तेरे लिए है ये मेरी ज़िंदगानी
तू मेरी गज़ल है तू मेरा तराना
आ तेरी धड़कनों पे लिख दूँ दिल का फ़साना
देखा है पहली बार …

देखा है पहली बार जानम की आँखों में प्यार
तब जा के आया मेरे बेचैन दिल को करार
दिलबर तुझे मिलने को कब से थी मैं बेकरार
अब जा के आया मेरे बेचैन दिल को करार
देखा है पहली बार …

dekhā hai pahlī bār sājan kī āṇkhoṅ meṅ pyār
tab jā ke āyā mere bechain dil ko karār
dilbar tujhe milne ko kab se thā maiṅ bekrār
ab jā ke āyā mere bechain dil ko karār
dekhā hai pahlī bār …

palkeṅ jhukāūṅ tujhe dil meṅ basāūṅ
ab bin tere maiṅ to kahīṅ chain na pāūṅ
tū mer jigar hai tū merī nazar hai
tū merī ārazū tū merā hamasafar hai
dekhā hai pahlī bār …

merī adāeṅ ye merī javānī
bas tere lie hai ye merī ziṅdgānī
tū merī gazal hai tū merā tarānā
ā terī dhaṛaknoṅ pe likh dūṇ dil kā fasānā
dekhā hai pahlī bār …

dekhā hai pahlī bār jānam kī āṇkhoṅ meṅ pyār
tab jā ke āyā mere bechain dil ko karār
dilbar tujhe milne ko kab se thī maiṅ bekrār
ab jā ke āyā mere bechain dil ko karār
dekhā hai pahlī bār …