देखा है जिंदगी को कुछ इतना करीब से
देखा है जिन्दगी को कुछ इतना करीब से
चेहरे तमाम लगने लगे हैं अजीब से
कहने को दिल की बात जिन्हें ढूँढते थे हम
महफ़िल में आ गए है वो अपने नसीब से
नीलाम हो रहा था किसी नाजनी का प्यार
कीमत नहीं चुकाई गयी एक गरीब से
तेरी वफ़ा की लाश पे ला मैं ही डाल दूँ
रेशम का ये कफ़न जो मिला है रकीब से
dekhā hai jindgī ko kuchh itnā karīb se
chehre tamām lagne lage haiṅ ajīb se
kahne ko dil kī bāt jinheṅ ḍhūṇḍhte the ham
mahafil meṅ ā gae hai vo apne nasīb se
nīlām ho rahā thā kisī nājnī kā pyār
kīmat nahīṅ chukāī gayī ek garīb se
terī vafā kī lāśh pe lā maiṅ hī ḍāl dūṇ
reśham kā ye kafan jo milā hai rakīb se