Dekh lee teree khudaaee, bas meraa dil bhar gayaa

देख ली तेरी खुदाई, बस मेरा दिल भर गया
Year
Language

देख ली तेरी खुदाई, बस मेरा दिल भर गया
तेरी रह्मत चुप रही, मैं रोते-रोते मर गया

वो बहारें नाच उठी थीं, झूम उठी थीं बदलियाँ
अपनी क़िस्मत याद आते ही मेरा दिल डर गया

मेरे मालिक क्‌या कहूँ, तेरी दुआओं का फ़रेब
मुझ पे यूँ छा गया, कि मुझको घर से बेघर कर गया

dekh lī terī khudāī, bas merā dil bhar gayā
terī rahmat chup rahī, maiṅ rote-rote mar gayā

vo bahāreṅ nāch uṭhī thīṅ, jhūm uṭhī thīṅ badliyāṇ
apnī qismat yād āte hī merā dil ḍar gayā

mere mālik k‌yā kahūṇ, terī duāoṅ kā fareb
mujh pe yūṇ chhā gayā, ki mujhko ghar se beghar kar gayā