Dekh ke tumko ... o hamko tumse ho gayaa hai pyaar

देख के तुमको ... ओ हमको तुमसे हो गया है प्यार्
Year
Language

कि: देख के तुमको दिल डोला है
God promise हम सच बोला है
ओ हमको तुमसे हो गया है प्यार क्‌या करें
बोलो तो जिएँ बोलो तो मर जाएँ -2
ल: ओ हमको तुमसे …

कि: कभी बोलूँ मैं कभी बोले तू I love you
ल: love you
मैने तुमपे तुमने मुझ पे कर दिया जादू
I love you
कि: love you
कि: अब तक छुपाए रखा शोला दबाए रखा
आ: अब तक छुपाए …
कि: राज़ ये हमने अब खोला है
God promise हम …
ओ हमको तुमसे …
दो: हमको तुमसे …

ल: कैसे मैं बोलूँ तेरे संग मैं डोलूँ
मु: तेरे संग जीवन की डोर बँधी है
मैं सपनों का सागर तू प्रेम नदी है
अब तक छुपाए …
आ: अब तक छुपाए …
मु: चाँद-चकोरी ज्यूँ दुनिया में
राम क़सम तू रहे जिया में
हमको तुमसे …
दो: बोलो तो जिएँ …
हमको तुमसे …

र: दिल में दिलबर तू रहता है
ख़ुदा ग़वाह हम सच कहता है
हमको तुमसे …

एक तो अकबर का सलाम उसमें शामिल तेरा नाम
दो लफ़्ज़ों में कहता हूँ मुख से किस्सा तमाम
मैं शायर हूँ मेरा है वास्ता हसीनों से
तेरी फ़ुर्क़त में सोया नहीं महीनों से
ल: नहीं करते ये बातें परदानशीनों से
सर-ए-बाज़ार छोड़ो छेड़ महज़बीनों से
र: अब तक छुपाए …
आ: अब तक छुपाए …
र: हुस्न हमेशा रूठा रहता है
ख़ुदा ग़वाह हम …

ki: dekh ke tumko dil ḍolā hai
God promise ham sach bolā hai
o hamko tumse ho gayā hai pyār k‌yā kareṅ
bolo to jieṇ bolo to mar jāeṇ -2
la: o hamko tumse …

ki: kabhī bolūṇ maiṅ kabhī bole tū I love you
la: love you
maine tumpe tumne mujh pe kar diyā jādū
I love you
ki: love you
ki: ab tak chhupāe rakhā śholā dabāe rakhā
ā: ab tak chhupāe …
ki: rāz ye hamne ab kholā hai
God promise ham …
o hamko tumse …
do: hamko tumse …

la: kaise maiṅ bolūṇ tere saṅg maiṅ ḍolūṇ
mu: tere saṅg jīvan kī ḍor bṇdhī hai
maiṅ sapnoṅ kā sāgar tū prem nadī hai
ab tak chhupāe …
ā: ab tak chhupāe …
mu: chāṇd-chakorī jyūṇ duniyā meṅ
rām qasam tū rahe jiyā meṅ
hamko tumse …
do: bolo to jieṇ …
hamko tumse …

ra: dil meṅ dilbar tū rahtā hai
khudā ġhavāh ham sach kahtā hai
hamko tumse …

ek to akabar kā salām usmeṅ śhāmil terā nām
do lafzoṅ meṅ kahtā hūṇ mukh se kissā tamām
maiṅ śhāyar hūṇ merā hai vāstā hasīnoṅ se
terī furqat meṅ soyā nahīṅ mahīnoṅ se
la: nahīṅ karte ye bāteṅ pardānśhīnoṅ se
sar-e-bāzār chhoṛo chheṛ mahazbīnoṅ se
ra: ab tak chhupāe …
ā: ab tak chhupāe …
ra: husn hameśhā rūṭhā rahtā hai
khudā ġhavāh ham …